Extra five marks for wearing hijab in Punjab's govt institutions

Are you agree with this decision?

  • YES

    Votes: 7 70.0%
  • NO

    Votes: 3 30.0%

  • Total voters
    10
bacho ko dunyawi cheezo kai thru ebadat ki taraf raaghib na karai ..
mujhe ab sahi tarah yaad nhi magar main ne kaheen parha tha aik mashoor buzurg khatoon apne bache ko kehti thi ke namaz parho gay tou ALLAH ye cheez de ga aur wo cheez ab mujhe yaad nhi pesay hotay thay ya kuch aur. wo khatoon jaye namaz ke neeche wo cheez baqaidgi se rakha karti thi. bacha namaz parh ke jaye namaz utha ke wo cheez le leta tha ke ye ALLAH ne di ha. shayd kisi aur ko ye waqia yaad ho. magar is waqay mein bhi dunyawi lalach de kr namaz per raghib karne ki koshish nazar aati ha jo ke kisi aam bandi ki amal nhi balke bari buzurg wali khatoon ka amal ha.
 

@Veer ..haa ye muhammad asif ne seh roza mai sunaaya tha jub hum university ki taraf se gayai thai .aur kisi book mai think bekhrai moti mai bhi parha tha ..ye tableeghi hazraat ye waqaeya bht naqal kartai hai qk ye log bht zyaada is line pai zor detai hain k sub Allah se hota hai aap ne bhi masjid mai suna hoga in sai :)
 
@M Shah and I don't agree with that either. But kahein na kahein se tou shuru karna hoga na.


Ap kya kya badlein gy? Jab parents ko hi sahi tarbiyat nahi hai tou woh kaisey apne bachon ko Allah ki mohabbat sikhayein gy?


Mein bas is point ko dekhty huey is scheme ko acha dekhti hun.
Otherwise there is way too much wrong in our society but katra katra samandar banta hai :)
 
Back
Top