Adabi Mazameen Ghalat likhe Jane wale urdu ke alfaaz

@SK*
Aksr ghalti wo loog kertey hain jin ki madri zaban urdu nahi or jo jaisey un alfaz ko boltey hain wesey hi likhty hain
jaisey panjab k loog aksr alfaz mae sey alif ko hazf kerjatey hain bolney mae bhi or likhney mae bhi school ko sakool waghera
balochistan k loog kaf or qaf mae bohat gerbar kertey hain sindh k loog porey jumley ko hi agey pechey kerdetey hain "app humary gher ko ana na saien" etc. or issi terhan dorsrey ilaqey k logo k bol chal mae bhi un ki ilaqai zaban ka rung jhlakta hai or likhney mae bhi aisa hi hota hai
albata herat jub hoi jub online urdu newspaper perhney ka itefaq howa or uss mae urdu k imla ki itni ghalitiya mili k herat hoi k proofreading department khatam hogaya hai kia Pakistan mae
behrhal achi sharing hai app ki
آپ کی بات سے اتفاق ہے مادری زبان کا بہت اثر ہوتا ہے اسی طرح ہمارے اکثر پٹھان بھائی ’’ ف ‘‘ کا استمعال نہیں کرتے فلیٹ کو ہمیشہ پلیٹ ہی بولتے نظر آئیں گے​
 

آپ کی بات سے اتفاق ہے مادری زبان کا بہت اثر ہوتا ہے اسی طرح ہمارے اکثر پٹھان بھائی ’’ ف ‘‘ کا استمعال نہیں کرتے فلیٹ کو ہمیشہ پلیٹ ہی بولتے نظر آئیں گے
achaa hai naaa...aglaa bnda confusion main rahey k baee yeh kiyaa ho raha :laugh:
 
Back
Top