yupss !!
duniya musalmano k leyai jail hai jaha isai gham mutawaatir melta rehta hai ..jahaan ek gham khatam huwa aur dusra shuro honai waalai hai ..is do ghamo k darmiyan faslai ko "khushi" kehtai hain ..
Ahan
Lekin muje lgta hai k Rab Pak ki pak muhabbat main ye jail b janat
Jisy Rab sy sachi lgan ho us k liye janat jahanum ki itni ehmiyat ni hoti us k liye bus Rab hi Rab hota hai Us ka Pak Noor ka bey gharz pairookar hota hai
Jihny waqi Rab sy ishq hai Us ki Zaat ka adbo ehtram hai WO duniya main ho ya janat main us k liye sb sy barh k Bus Rab hi hai.
Is lye tu Allama Iqbal ny kaha k
Tere (Allah Pak) ishq ki intiha chahta hu
Mere sadgi dekh kiya chahta hu
Muslmano k liye shaid waqi jail hai lekin Mominoo ko Khuda Tala ki zaat k ilawa kuch nazr ni ata.
Rab Pak ki khushi in ki khushi hai.
In k liye apni Main Allah ki Raza k agy koi ehmiyat ni rakhti.