Happy Birthday Maria Dearoo...!!!

Oh...I just saw my cell phone... nd the screen was flashing showing your ''birthday reminder'' .. :love: Today is your Birthday Mariaa Apiaa... :flower: @Maria-Noor
View attachment 52438
Hmain abhi abhi ptaa chlaa cell phone ki meharbaani sey :laugh:Actually bawajha kharabi e tabiyat hum ney cell phone ka deedar abhi kiya :p touuuuuuuuuuuuuuuuuu...ab wish bhi krna parrey ga :p ;)So,Many Many Happy returns of the day dearooo...... :cake::smiling face with heart-shaped eyes:A lot of love from my side :love:

View attachment 52439
Birthdays are a new start, a fresh beginning and a time to pursue new endeavors with new goals. Move forward with confidence and courage. May today and all of your days be amazing! :love:
View attachment 52440

happy birthday is too banal. I wish you an unforgettable, unbelievable, astonishing, breathtaking and the most wonderful birthday! :smiling face with heart-shaped eyes:
I wish you a big happy birthday, and hope you got everything you wanted,
and if not, I hope you get what you really wanted soon! ;) Aameeen...
May this year be so much better than the last for you in every walk of life. I wish you all the luck, good health and prosperity.Aameeen Aameeen Aameen.. :love:

View attachment 52437

May Everything Happy
And Everything Bright
Be Yours On Your Birthday
From Morning Till Night.
And Then Through The Year
May The Same Thing Hold True
So That Each Day Is Filled
With Life’s Best Things For You!

**@HaPpY BirtHdaY@**

View attachment 52441
اور اس سے پہلے کہ حبیب بھیا ہماری ''انگلش'' پہ ''حرف'' اٹھائیں۔:p:laugh:۔۔ہم آپ کی سالگرہ کی وشز کا اردو ورژن بھی اشو کئے دیتے ہیں۔:rofl:۔۔تو آپ کو ہماری طرف سے بہت ت ت ت ت ت سی نیک دعائیں اور خواہشات۔۔۔:playing with butterfly:۔!!!!!!!!!!



View attachment 52445

خدائے بزرگ و برتر آپ کو اور آپ سے منسلک رشتوں کو اپنے حفظ وامان میں رکھتے ہوئے تمام بیماریوں ، برائیوں، تکالیف و اذیت اور آزمائشوں سے بچائے۔۔ اور صحت و تندرستی اور مسرتوں بھری ایمان کے ساتھ عمر خیر عطا فرمائے۔۔آمین بجاہ النبی الامین صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم :love::love::love:۔



View attachment 52446


وقت دعا میں ایک دعا کروں
میں رب سے ایک التجا کروں
تو خوش رہے ، تو شاد رہے
تیرے دل کا آنگن آباد رہے
تو ہر پل یونہی ہنساکرے
پھولوں کی مانند کِھلا کرے
تیری زندگی میں کوئی غم نہ ہو
تیری آنکھ کبھی نَم نہ ہو
تجھے کسی سے گلہ نہ ہو
تجھے دکھ کوئی ملا نہ ہو
تیری رَد کبھی دعا نہ ہو
تجھے بن مانگے وہ عطا کرے
تیری معاف ہر ایک خطا کرے
..!!

آمیـــــــــــــــن..!!


View attachment 52447

مبارک تجھے تیری سالگرہ ہو
آنے والا ہر سال خوشیوں سے بھرا ہو
تیرے ارد گرد بہاروں کا رقص ہو
آئینہ تیری خوبصورتی کا عکس ہو
منزلیں خود تیرے قدموں میں آئیں
تجھے کبھی کوئی نہ مصیبت ملے
سب لوگ تیرے گُن گانے لگیں
تُو گھر سب کے دلوں میں بنانے لگے
بلندیاں تیرے قدم چومیں
مسرتیں تیرے چاروطرف گھومیں
تیری پوری ہر کوئی خواہش ہو
مبارک تجھے تیری سالگرہ ہو
آنے والا ہر سال خوشیوں سے بھرا ہو


View attachment 52448

Note: :p maria apiaa hmari first post aur scnd post k darmiyan time gap i wjha yeh hai k bhayya hmarey room main aa gaye they.. kuch softwares par important disscussion jari thi ;) so hmain apna cell phone aur laptop side pey rakhna parra..just to talk him :p :love:
wesey koi haal nahi tha hmara apiaa :love: :laugh: @Maria-Noor dono version ;p
 

:unsure::unsure::unsure:Noyiyatttt........Ammmmmmm :unsure:wahi jo hmain aksar baishar parrtey rehtey hain:rofl:
jb aap ko yeh wala msg kiya tha tb hmain khamoshi ka dorra parra hua tha brrrrrrrraaaaaaaaaaaaaa severe qism ka :):rofl: aur yeh tou ma'amool ki bat hai ,almost... is dorey ki ilaamat yeh hain k is dorey main hmara moood khraab aur zehn kahin aur hota hai :rofl:aur yeh k cahey hmarey samney dhol bjaaye jaayen ya lateefey sunaayen jayen .... hmara mizaaj aisa hi rehta hai :( sbb ki specially jo hum sey brrey bhayya hain un ki tou koshish hoti hai hmain bulaaanye aur hnsaanye ki...kaafi bni hai us k sath..so tang bhi kr leta hai :rofl::geek:par jb Angii kuch thaan ley tou phir busss :) in hlaat main hum ney aik din main sirf 5 ya 6 jumley bolney hotey hain wo bhi 2 sey 3 alfaz pey mushtamil...aur jin khush naseebon k hissey main yeh jumley aatey hain wo brrey bhayya aur baba jaani hain...2.5 k rate sey division :rofl::confused:Lgta ab noyiyat ka ptaa lag giyaa? aik do symptoms hi kaafi hain ;)
khair chorriye..dua kiyaa krain hmarey liye :geek:aaj kal tou wesey bhi apni ''rukhsti'' ki tayyariyaan kr rahey hum:rofl: kal raa ko at a time do drips lagi hui thi...aik ney effect kr diiya....wo tou shukar hum ney notice ley liya warna hamesha ki trah laa parwaayi dikhaany lagey they k hota hai dard tou honey tou :confused::sorry:yeh tou roz ka tmaasha hai:confused:par us ney tou wo kaam kiyaa jo brrey brrey bhi nai krtey...:rofl:jb takleef hadd sey brrhi tou hum bey ikhtiyaar pukaar uthey k lgta kuch garr barr hai.siss foran bro ko kehti needle nikaal do is drip ki....zaroor ziyada takleef hui hai warna yeh tou marr k bhi kahey ''hmain kuch nai hua , hum zinda hain'':rofl::rofl:khair jesey rozana hota hai kafi tujarbey huey hum pey... :) wesey bhi aik problem ho tou phir naa:( in problems main sey 2 Reports jo main thin wo theek aayin..kuch din pehley...sb bht heran they ..aur khush bhi k agar yeh reports sahi aayin hain tou kitney hi msaayil jo is problem ki wjha sey hai solve ho janey hain...lekin reports abhi maximum normal set point pey thi...hum ney tou dkeh k kaha k ab is ki hum ney dobara reposrts nai krwani , aik dfa sahi aa gayi tou bus ... :rofl:..bhayya hans k kehtey Dear , abhi boarder pey kharri ho..kabhi bhi attack ho skta:rofl:.itnaa light nai lo..hmain yeh tha k km az km sb ki tension aik traf sey km ho gi ..lekin lgta wo set point ab normal nai raha.. :rofl:. :rofl:. Brrey bhayya tou kal sachii muchii waley preshan ho gaye they..aur pta kiaa kiyaa?:rofl::rolleyes::oops:hum jb un k room main gaye they laptops pey cats ko jo injection waghaira lgaatey hain wo dekh rahey they...hmain dekh k kehtey yeh dekho tumharey liye injection dhoondha hai:oops:Mamu (Dr.hain)keh rahey they yeh lgaa k dekh lain..:oops:hum ney kaha haaw wo q?..kehtey duniyaa jahan ki mdcn tou tum pey bey asr hain ...main ney socha tum cats k sath khelti rahi ho..may be us ka hi asar ho jaye..:rofl:mzaak kr rahey they..waqi hmain mdcn asr nai krti.. :( homeopethi, elopethi hr trah ki mdcn use kr li :confused: Cat sey yaad aaya hmari snowble hmain daagh e mufaarqat dey gayi thi kuch arsa apehley :( cats tou waqtan fwaqtan rakhtey rahian hain hum..dfrent regions aur countries ki but snowble nai bhooli :( jesey kisi ko apna pehla piyaar nai bhoolta:oops::confused::rofl:
kitnaa bolney lag gaye hain naa hum :confused:bolney sey yaad aaya jb Mama Hayaat thin naa , do saal pehley tou jb hmain khamoshi ka dorra prra krta tha tou hum masalsal bola krtey they..:confused::rofl: lekin sirf koi ghazal nazm ya koi shair...kabhi kabhi tou aik hi misraá poooooora din......kabhi koi naat, ay arabic aur faarsi ka klaam...matlab aur kisi sey bat nai krtey they bus apney aap main gum :geek: aik dfaa mama ney kaha tha k kabhi kabhi tum bht ziyada bolney lag jaati ho..tb hum ney kaha tha k mama jb hum bolain naa tou aisa lgta hai jesey hum udaas hain..yaa kuch honey wala hai..andar ki khamoshi ajeeb bey-chaini paida krti hai:confused::rofl:tab mama ney kaha tha yeh shayir log hotey hi aisey hain...sehat ka khial tou rakhti nai um:rofl::confused::confused:Mama hmara bht khail rakhti thi , apni tabiyat ki bhi parwaah nai krti thi... :( wesey tou sb hi bhttt rakhtey hain..par Mama tou mama thi.. :( aap ko ptaa hai jb Mama hayaat thi tou hum Shah Hussain ka yeh klaam bhtt gungunaaya krtey hey '' maayen ni main kinnu dassaaan dard vichorrey daa haal ni'' :( aur mama hnsaa krti thi tou aur kaha krti thi k lo main yahan hun btao kis sey bicharr gayi meri shehzaadi ;) :confused:lekin jab sey mama bichrri hain naa hum ney yeh klaam hr jagha sey del kr diyaa, shah hussain ki poori kiaab kahin chupaa di :sorry: ab tou gungunaana door ki bat hum sochtey bhi nai is klaam ko :( ab jb khamoshi ka dora parrta hai naa tou phir bus gehriiiiiiiiii khamshii :( Hum tou Mama ka naam sun k hi bechain ho jaatey hain...aap ko pta hai kabhi kabhi zabt jawaab dey jaata hain... :( phir ji chahta hai bhttttttttttttttttttttttttttttttttt dooooooooooooooooooooooooooooooooooooor chaley jaayen jahan koi naaa ho...wahan khul k royen g bharr k...yaaaaaaa phirrrrrrr itneyyyyyyyy qehqahey lgaaye hain hansi k bahaney saarey aansoo khtm kr dain..aur aankhon ki chaagal khaali ho jaye...:(
sorry , sorry apiaa pta nai kiyaa kiyaa bol diya :( wo bhi open forum main...aik dam bey dehani main...:( bus aisey hi kabhi kabhi dimaagh ka circuit short kr jaata hai :rofl: Waqi dimaaghi khalal waqe'e ho giya hai :rofl": kuch din pehley hi hum baba jani ko keh rahey they k Dad aap ki laadli ki aik farmayish hai:rofl:kehtey kiya chahiye meri raani ko? (wo aksar rani boltey hain hmain, frnds princess kehti hain, bhayya log shehzaadi kehtey hain, siss logon ney bhi apni marzi k alqaab rakhey huey hain:rofl:aur mzey ki bat hmarey andaaz o atwaar bhi shahaana hain:rofl: colg teachers kaha krti thi k poori class main dominant tum hi ho..chair pey door sey hi pehchaani jaati ho:rofl:wesey lgta hai k hum sm sey khush naseeb hain jo hmain itniiiiiiiiii ziyada mhbtain mili hain:love::cool::p:rofl: teachers ney kabhi student smjha hi nai:rofl:Khuday e Bazurg o bartar ki nwaazi gayi khusoosiyaat ka jitna bhi shukar kiya jaaye km hai :)
kaahaan ka dimaagh kahaan chlaa jata hai... Baba jani ki bat ho rahi thi?:unsure::oops::rofl::rofl:khair hum ney kaha aik seat book krwani hain...kehtey kahan?hum ney kaha sb hospitals dekh liye..abhi mental hospital nai dekha :p thorri hwaa badli ho jaye gi :rofl: bhayya kehtey mujhey tou pehley hi shakk ho raha tha k zehni twazun main garr barr ho rahi hai..shukar hai tum ney aaj khud hi aitraaf kr liya :rofl:siss kehti yeh aitraaf tou is ney kbbb ka kiya hua hai ;) aap ko aaj pta chla hai... :rofl: Hum ney kaha k phr tou ab koi pakka bndo bast krna chahiye naa..ab pagal pey bhrosa kr k azaad tou nai chorra ja skta... kuch bhi kr sktey hain hum ;):rofl:
wesey pagal tou hum hain hi :D :rofl:
پیار کے دیپ جلانے والے کچھ کچھ پاگل ہوتے ہیں
اپنی جان سے جانے والے کچھ کچھ پاگل ہوتے ہیں
ہجر کے گہرے زخم ملے تو مجھ کو یہ احساس ہوا
پاگل کو سمجھانے والے کچھ کچھ پاگل ہوتے ہیں:confused:
جان سے پیارے لوگوں سے بھی کچھ کچھ پردہ لازم ہے
ساری بات بتانے والے کچھ کچھ پاگل ہوتے ہیں;)
خوابوں میں بھی پیا ملن کے سپنے دیکھتے رہتے ہیں
نیندوں‌میں مسکانے والے کچھ کچھ پاگل ہوتے ہیں
پیار جنھیں ہو جائے انکو چین بھلا کب ملتا ہے
شب بھر اشک بہانے والے کچھ کچھ پاگل ہوتے ہیں
اپنی ذات کے اجڑے گلشن سے وہ پیار کہاں کرتے ہیں
اوروں‌کو مہکانے والے کچھ کچھ پاگل ہوتے ہیں
اسکے عشق میں‌بھیگ کر واثق مجھ کو یہ احساس ہوا
دل کی بات میں آنے والے کچھ کچھ پاگل ہوتے ہیں:rofl::rofl::rofl:
ab ou aap ko pakka yaqeen ho giya ho ga k waqi hmain seat book krwaanye ki zaroorat hai:p ptaa nai kiyaa kiyaa boli jaa rahey hain.. :( Ma'azrat apiaa...:( aur haan @Maria-Noor aur @intelligent086 bro agar kabhi hmari mzaak main bhi koi bat buri lagi ho..kabhi bhiii tou us k liye bhtt saara sorry..q k insan ko pta nai hota baaz oqaat mzaah bhi dil aazaari ka sabab bn jata hai..aur hmara kabhi bhi aisa maqsad nai raha k hmari zaat kisi k liye dil azaari ka bayis baney..so agr kabhi dansita ya ghair daanista aisa wesa kuch bol diya ho tou hum ma'zrat khawaan hain..bht saar khush rahiye..aap logon k sath acha time raha :) aik apnaayiyat aur maanoosiya...Maheen aapoo k sath bhi bht apnayiyat mehsoos krtey hain :love: @Mano-Sobi may be Aalm e Arwaah main hum logon ka taakra hua ho....;):rofl:khair hmarey liye duay e khair krtey raha krain :p aur agar kabhi mukkamal ghayab ho gaye tou duay e maghfirat bhi kr dijiye ga :p q k yahan ya fb pey hmarey kooch kr jaanye ki khabar deney wala koi nai hai:rofl:.khud hi add nai kiya :) wesey bhi aj kal sb sey bat cheet khtm hai..cell phn ki sim nikal di hai:rofl:hr trah ki app del kr di hai..do saal sey sb frnds ka boycott ..:rofl:kiya hua hai....aisey hi bus dil chaha...wo beechari sari family k number sey hmara haal chal poochti rehti hain:rofl:aur preshan hain k shayad hum naraz hain..q k naraaz main khamosh ho jatey hain hum :) phir siss ko keh diya k hum koi naraazz nai nai hain..kr lain gey contact :love::rofl:hum tou naraaz hotey hi nai..yeh lafz hmari dictionary main nai:rofl:dictionary sey yaad aaya sb ko hum sey sirf aik hi shikaayat hai k hum neutral aur expressionless hain :rofl:mean kuch bhi ho jaye normal rehtey hain...agar rona aa raha ho ou hum chaahye tou hans sktey hain..nd vice versa :rofl:hmain apni jitni yeh aadat aur quality pasand hai doosron ko utni hi buri lagti hai:rofl:aik din kuch aisa hua k jo hmain acha nai lga..thorra ghussa bhi aaya..lekin hum ney asusual show nai kiya..siss kehti aik tou tumhain ghussa nai jaldi aata..tumhain waqi ghussa nai aata? kiya pta yeh bhi koi beemari ho:rofl:hum ney kaha ghussa hmari dictionary main nai hai..udhar sey bhayya room main daakhal ho rahey they kehtey oh......phir tou tumhain apni dicsionary change krni chahiye..:rofl:main abhi market sey aaya tha mujhey msg kr deti:rofl:..brri mzey ki family hai hmarimuhhabton sey bhrri:rofl:wraasat main mili hai yeh quality..hmarey baba jani ko ou bachpan main un ki khush ikhlaqi aur muhabbat ki wjha sey ''Muhabbat Ali'' kehtey they:rofl:sayad sahib hua krtey they unu ney naam rakha tha...even k hum 17-18 saal k hogaye hain abhi bhi log aksar unhain isi naam sey pukaartey hain..:love::rofl:
yaar apiaa lagta waqi hmara dimaagh ghoom giyaa hai..ptaa nai kiyaa bhooli jaa rahey hain...touuuuuuuuuu khuda hafiz..is sey pehley k kuch aur bol dain:rofl: :oops::oops::oops::oops::censored::censored::censored::censored::censored::censored::censored::censored::censored::censored::censored::oops::rofl:

:dead: :dead: pagliiiii Angii
 
Back
Top