Ghazal Har Bar Mangti Hai Naya Chashm-E-Yar Dil By Dagh Dehlvi

Asad Rehman

Asad Rehman

Super Star Pakistani
16
 
Messages
13,866
Reaction score
33,100
Points
1,451
har bar mangti hai naya chashm-e-yar dil
ik dil k kis tarah se banaun hazar dil

pucha jo us ne talib-e-roz-e-jaza hai kaun
nikla meri zaban se be-ikhtiyar dil

karte ho ahad-e-vasl to itna rahe khayal
paiman se zyada hai napayadar dil

us ne kaha hai sabr parega raqib ka
le aur beqarar hua ai beqarar dil
 
@M Shah
@Masoom Dil

@Twilight
@Sadaf Khan
@~Bella~ ,
@Fatima Abdullah ,
@Wanderer,
@Natalya swan ,
@amna_mazhar29 ,
@nadia ahmed awan,
@Syed Munawar Shah.
@Hafsa ,
@Eshaal'z .
@masoom-si-dua ,
@Hareem .
@Ali Akbar .
@ali bukhari ,
@Sajjal .

@Eshaal'z
@Aaqib
 

Back
Top