Poem I Wish A Magic Happens..

Waisay SV aur Sir ji aap Dono say Maazrat k sath......jaisa sir ji ney Farmaya k SV kafi mushkil Bol jati hein...aur kabhi tou sir kou samajh aa jati hai aur kbhi unkey sir k uper say he Guzzer jata hai.....tou mujhe na aik sh'er yaad aa gaya iss Hawwaley say.....''Hum Uskey nhn Qaayal jou Sir say Guzzar jayee.....Wo Baat Karoo key jou Dil mein Uter Jayee''.....

aaein mumkin hai jo apko sir say guzarti lagy .wo ho dil mein utter'ney wali:giggle:nazr ki kamzori laging;)ya dil ki.mam'laa zair-e-ghour hai
 
Hum tou waisay bhi bohot Sensitive Waqay huway hein .....Hum pay tou Lafz.....Lehjey.....Andaaz ...wo achay hoon ya burey bohot jald assar ker jatey hein.....Phir hum Pehroon beithey sochtey rehtey hein key.....aisa Q huwa.....:)
 
mazrat qabul karli or shair tou umda keh dia... lagta hay SV ka rang charh raha hay... kioon kay reply kay aakhir main umda or aala kism ka shair share karna tou bas SV ka khasa hay... :rose:

mujay na zara tez parhnay ki aadat hay... par jab SV ka reply or woh bhi falsafay wala aat hay na tou ajeeb kashmaksh ho jati hay... tez parhna par sath main baghour parhna or sath main ander ki baat samajhana... itnay saary kaam aik saath na dmag kehta hay "janab-e-ali office project ka maslay msayel bhi hain, un pay bhi socho bichar karni hay" ... bas phir woh sar say kabi guzar jata hay... phir doubara, seh bar parhna parta hay k likha kia mousufa na... kioon k fazul tou likhti naheen hain...:)
Chalein ye tou achi baat hai key SV ka Rang mujh pay aa gaya hai.....Bcoz ghar mein hamarey baat baat pay Sh'er Arz kerney pay Ghar walay Tang hein Siwayee Baba ji k....Aur University mein Friends bhi Allah k Hukum say aisi milli jinka Intrest English Poetry mein tha....Bus unhein kbhi suna'na par jata Sh'er.....Tou Pehley unkey Hijjey ker k batao....Phir Pronunciation....Then Explanation....Tou hou gaya na Sh'er suna'ney ka Bera Garq.....Phir humein Pak WEB ki surat mein Plate form mil gaya aur Baat Baat pay sh'er suna'ney k liyeSV bhi mil gai....:):rose:
 
wo na apni kerni hafzey mein nahin rehti ho gii na :pkeh Q huaa:giggle:
 
Chalein ye tou achi baat hai key SV ka Rang mujh pay aa gaya hai.....Bcoz ghar mein hamarey baat baat pay Sh'er Arz kerney pay Ghar walay Tang hein Siwayee Baba ji k....Aur University mein Friends bhi Allah k Hukum say aisi milli jinka Intrest English Poetry mein tha....Bus unhein kbhi suna'na par jata Sh'er.....Tou Pehley unkey Hijjey ker k batao....Phir Pronunciation....Then Explanation....Tou hou gaya na Sh'er suna'ney ka Bera Garq.....Phir humein Pak WEB ki surat mein Plate form mil gaya aur Baat Baat pay sh'er suna'ney k liyeSV bhi mil gai....:):rose:

Tou hou gaya na Sh'er suna'ney ka Bera Garq.....

:(

na je na .yahan thora correction needed je..........

Sunn'ney Waley ka Bera Garq................:Dhunn teak hai
 
SV nain diya/diaye ki lou wagera bana diya hay hameh... khud woh aftab ki kirnoon jesi tashreeh kar gai hain...ab aftab kay aagay diaye ki kia chalay gi... HEHEHEHE

phir bhi koshish karta hoon... mmmmm.... "HAT KAY" ka matlab hay kay..mmmm..., misaal say samjata hoon, farz karen ji k kisi ko ho gai ham say achi khasi si muhabbat, par ham tou thehray koray is mamalay ko samajnay main, issay drama, kahani wagera samajtay rahay... tou phir aik din ham apnay aap ko waheen aik jaga choor kar, wajuud say zara "HAT KAY" ... us dusray ki jaga ja kar is maamlay ko janchany niklay.... ...... ......:eek:

yeh hay woh "HAT KAY" , hamari nazar main..... :spin:

Wa je Wa App bhi Philosopher nahin hotey ja rahy.........? ;) Ya Humarii Berkatoun sey...aur Humare Tufail App keh Ander Ka Philosopher bedaar ho gaya hai.........:giggle:
 
mazrat qabul karli or shair tou umda keh dia... lagta hay SV ka rang charh raha hay... kioon kay reply kay aakhir main umda or aala kism ka shair share karna tou bas SV ka khasa hay... :rose:

mujay na zara tez parhnay ki aadat hay... par jab SV ka reply or woh bhi falsafay wala aat hay na tou ajeeb kashmaksh ho jati hay... tez parhna par sath main baghour parhna or sath main ander ki baat samajhana... itnay saary kaam aik saath na dmag kehta hay "janab-e-ali office project ka maslay msayel bhi hain, un pay bhi socho bichar karni hay" ... bas phir woh sar say kabi guzar jata hay... phir doubara, seh bar parhna parta hay k likha kia mousufa na... kioon k fazul tou likhti naheen hain...:)

mujhe na zara tez bolney ki adat hai....................;):help:
 
Hum tou waisay bhi bohot Sensitive Waqay huway hein .....Hum pay tou Lafz.....Lehjey.....Andaaz ...wo achay hoon ya burey bohot jald assar ker jatey hein.....Phir hum Pehroon beithey sochtey rehtey hein key.....aisa Q huwa.....:)

HAHAHA... bas Aap kay Hamaray sawal main bas "Q" or "KYA" ka farq hay...
 
Back
Top