Poem I Wish A Magic Happens..

Tou hou gaya na Sh'er suna'ney ka Bera Garq.....

:(

na je na .yahan thora correction needed je..........

Sunn'ney Waley ka Bera Garq................:Dhunn teak hai


Donon hi correct hain... hijjay kar kar kay ghazal puri hotay hotay shaam ho gai.... par sun-nay walon kay pally kuch na para... so donon ka hi bera gharq...
 

HAHAHA... bas Aap kay Hamaray sawal main bas "Q" or "KYA" ka farq hay...

zara iss per ghor Fermayie ga;)

"Jis ko tum bura samjh kr na pasand kr kay chour daety ho' uss ko koii dosra shakhas ya cheez acha samjh kr qabool kr laeti hai.
kiya koi aik cheez aik waqt main achi ya buri ho sakti?
woh na achai hai' na buri' siwae iss kay k tumhari "MAIN" nay us ko bura bana diya hai. kisii doussri "MAIN" nay us ko acha bana diya hai."
(Mikhail Naimy)
 
Donon hi correct hain... hijjay kar kar kay ghazal puri hotay hotay shaam ho gai.... par sun-nay walon kay pally kuch na para... so donon ka hi bera gharq...


"Da'naa.oun kay liye sub kuch dana'ii hii ka zakheerah hai.
Jahiloun kay liye khud dana.ii bhi jahalat hai.
woh bad qismat hain. jo sun kr bhi nahi suntay hain. aur dekh kr bhi nahi dekhty.":p
 
Hafza he tou Bohot acha hai....aur apni karni kissay bhoolti hai....'''Yaad-e-Mazi Azab hai Yarab...Cheen lay mujh say Hafiza mera''...:rose:


"Aissii zuban say' jis kay alfaz phanday aur kantay dar jhariiyaan houn. bae zuban hona kahinn behtar hai. jub tk zuban "Muqadas Ilm" say pak na ki jae. alfaz hamesha zakhm daety rahy gae aur jal main phansaty rahy gae."

(Mikhail Naimy
 
zara iss per ghor Fermayie ga;)

"Jis ko tum bura samjh kr na pasand kr kay chour daety ho' uss ko koii dosra shakhas ya cheez acha samjh kr qabool kr laeti hai.
kiya koi aik cheez aik waqt main achi ya buri ho sakti?
woh na achai hai' na buri' siwae iss kay k tumhari "MAIN" nay us ko bura bana diya hai. kisii doussri "MAIN" nay us ko acha bana diya hai."
(Mikhail Naimy)
yeh tou azmai hui baat hay... par parhtay hue ziada samj main aa rahi hay.. Thanks for sharing..
 
yeh tou azmai hui baat hay... par parhtay hue ziada samj main aa rahi hay.. Thanks for sharing..

zindagi mein buht sii chizein aisi hoti hein jo parhny se ya samjahney sey ..even keh samjh'ney sey bhi samajh se bahr rehti hein.................Wo Tajurbay sey guzar ker apna naqsh aisa pakka kerti hein zehn-o-dil peh keh jinkey rang phir mitta'aye nah mitt'aye..........itni si baat hai saari

khush rahyie/ameen
 
Back
Top