Aakash
Popular Pakistani
9
- Messages
- 4,651
- Reaction score
- 12,470
- Points
- 461
Assalamu Alaykum Frindzzzzz
ek naya game
ek naya game
kabhi kabhi zindagi me aise marhale aate hai jisme hamare do tarah ke asasat hote hai
1. ek to pachtawe ka hona
2. ya phir dusra pehlu tahi karna
kabhi to aisa halat aajate hain ki jinme waqai hamara hath nahi hota
aur kabhi aisa hota hai ki hamara sunne wala koi nahi hota
magar doston agar koi nahi sunta to ye thread phir kisliye hai
aap kehde wo sab jo dil me chipaya hua hai
yahan aap ko koi mana nahi karega
Lets start:
Forexaple:
agar ye thread aap ko samjh na aye to
"iss me mera kiya kasur......"