Poem Its My Heart Call..

O na ji, main kahan tou inn ka kalaam kahan .... woh tou in dinoon zara Abida Perveen ka song download kia tou woh esa nikla kay bas mann' ko gayel kar gaya... so share kar dia :D

aik oor jaga kehtay hain... "Maaty kahey kumhar say, tuu kia roounday moeye, ek din esa aye ga main roooundoon ki toeye" .... ohoho... yeh shair na kia hi kamal ka asar karta hay ... :D

je yeh status bhi hai apka................bari bar parh ker samajh aaye lafz.............:p:giggle:
 
Haqeeqat tou beshak nahin badalti....aur na Haqaiq...per it doesnt mean keh halaat-o-waqtyaat ager talkh houn tou insan apney ander talkhi aur kerwa'pan..mayoussi bherr lay...........yeh koi danishmandi nahin hundi...behtr hai app jo chah rahy thae wo rang cherha lo...nah sirf kehny ki had tak samjhney keh bhi.........i cant bear extreme hot...meri economics ki teacher ney mujhe ek din light nahin tha mera na heart he fail honey ko ho gayya mare garmi se...tou unhoun ney bari piyari baat samjhaii thii...tumhein ek baat bata'ti houn....her mousam ko na enjoy karo ..her moujoodah halat ko uski haqqeat keh sath....museebat nahin lagy gii......tum soch lo kithey na snow fall ho rahi hai iss waqt..kinn minn kerti barish..daikhna thandak mehsos honey lagey gii apney app.....beta mousam na jo chal raha hai tumhare liyye iss waqt qabil-e-berdasht honey lagey ga jab sochney samjhney keh andaz badlney ko tayyar ho jao gii.....so her chiz ko ussi lamha-e-moujood ki haqeeqat keh sath adopt ker keh enjoy kerny lago tou wo qabil-e-berdasht ho jata hai...jitna museebat samjho gey..uttni mushkal...nagwari bharti jaye gii..so choice is always urs.......ab thanda feel ker rahi ho...............??"he he tou siso ye baat hoti hai...itni si baat hai..............saari

khush rahyie/ameen
Haan ji itni si hee baat thi jou aapko samajh nhn aa rahi thi aur ap ney achay bhaley sh'er ko Falouda bana diya....Hopefully apko ab samajh aa gai ho gi.....Hm her waqt Achay aur cool mood mein rehtey hein...Aur sarey mosom bhi Enjoy kertey hein:)........Khush Rahiyee:)
 

lo ker lo gal...........app na takht nasheen ker diyye gaye houn...yeh na aiaein mumkin hai........

Samney Uss key kha'rey ho key kha'rey kia houn gey
Yaar hum log Muhabbat sey barey kia houn gey...

Zubhan peh lafz, Badan mein lahuu Muhabbat hai
Tujhey Khaber he nahin hai keh Tuu Muhabbat hai

yeh baat hoti hai...
app se kitni baar kaha hai dil chouta na karein.:p ..app innae aachey shair ho ker thurr dili dikhatey ho........hai koi kerny wali baat:giggle:

hein yeh baab band..............:eek:mujhe tou aur parhna hai.........mujhe nahin pata:furious:mujhe na samajh he apki angraizi aati hai..........main tou english issi sey seekh rahi houn:help:...ya Aisha siso ki.............he he...........

an-had..................meanz wat??

app ko na yeh samajhney ki zarort hai...................

Jahan Rahy ga Wahienn Roshnii luuta'aye ga
Kissi Charagh ka apna Maka.n nahin hota

Subha'Bakhair

khush rahyie/ameen

subha bakher ji or sath main idhar say dupher bakher bhi..

ohoho.....itna gussa na karen... baab ek band hota hay dusra khul jata hay... kuch oor esa ho jaye ga ka phir say shuru ho jaye ga... :D ....

Aray shairi meri koi English ki classes kay leye thori hay, mujay tou khud abi itni lafzon pay grift naheen hay, grift tou agarchay urdu pay bhi abi saheeh naheen hay... bas guzara chalta hay... han ik baat hay kay syed "feelings" par grift ho gai hay... :smoke:

han Aisha Hussain ki poetry main zurur seekhnain ki cheezain hain..
 
Haan ji itni si hee baat thi jou aapko samajh nhn aa rahi thi aur ap ney achay bhaley sh'er ko Falouda bana diya....Hopefully apko ab samajh aa gai ho gi.....Hm her waqt Achay aur cool mood mein rehtey hein...Aur sarey mosom bhi Enjoy kertey hein:)........Khush Rahiyee:)

bas yehi "fun" jis ko mill gaya woh "Sukhi" ho gaya...

Khush rahen,
Duwaaon ka talabgar/
 
Haan ji itni si hee baat thi jou aapko samajh nhn aa rahi thi aur ap ney achay bhaley sh'er ko Falouda bana diya....Hopefully apko ab samajh aa gai ho gi.....Hm her waqt Achay aur cool mood mein rehtey hein...Aur sarey mosom bhi Enjoy kertey hein:)........Khush Rahiyee:)

oh baji jaan .jo samjhata ho wo samjhta thori he hai:p
khush rahyie/ameen
 
subha bakher ji or sath main idhar say dupher bakher bhi..

ohoho.....itna gussa na karen... baab ek band hota hay dusra khul jata hay... kuch oor esa ho jaye ga ka phir say shuru ho jaye ga... :D ....

Aray shairi meri koi English ki classes kay leye thori hay, mujay tou khud abi itni lafzon pay grift naheen hay, grift tou agarchay urdu pay bhi abi saheeh naheen hay... bas guzara chalta hay... han ik baat hay kay syed "feelings" par grift ho gai hay... :smoke:

han Aisha Hussain ki poetry main zurur seekhnain ki cheezain hain..

means agli aamad grift per ho gi...............:p
 
Back
Top