Ghazal Jale to Jalao Gori, Preet ka Alao Gori

Urdu Ghazal Jale to Jalao Gori, Preet ka Alao Gori Lyrics in Urdu, Nayyara Noor Jale To Jalao Gori Lyrics
Bohot khoobsurat intakhab hai :love: @Sibgha Ahmad
aur Nayyara Noor nay apni khoobsurat awaz may gaa kar isay mazeed amar kar diya hai.

Isi ghazal ka aik aur shair bhi hai:

شعر میں نظیر ٹھہرے، جوگ میں کبیر ٹھہرے
کبھی تھے فقیر ٹھہرے، اور جی لگاؤ نا

See complete review along all others on the Ghazal Jale to Jalao Gori, Preet ka Alao Gori page
 
yeh bhi bta den k phly sher k dosry misry mein abhi sy bujhao na... na nahi k lye hai na to phr urdu me hm isy kesy likhyen agr نہ likhen to phr baqi ashaar mein نا araha hai t radeef khrb na hojaye
Ya phr pori ghazl nahi wala نہ he ana hai?
bilkul yeh نہیں k liye hai. Magar baqi ghazal may نہیں wala nahi hai. Meray khayal say shairi zaroorat k liye yani misay ko wazan may laanay k liye baaz auqat aesa likha jata hai jesay pehli line may پیت likha hai lekin yeh asal may پریت hai.
 

G g @Saad Sheikh meny yeh sher parha hua hai. Lekin jahan se copy ki us me tha ni to add krna bhol gai. Yaad dilany ka shukrya ❤
 
Bohot khoobsurat intakhab hai :love: @Sibgha Ahmad
aur Nayyara Noor nay apni khoobsurat awaz may gaa kar isay mazeed amar kar diya hai.

Isi ghazal ka aik aur shair bhi hai:

شعر میں نظیر ٹھہرے، جوگ میں کبیر ٹھہرے
کبھی تھے فقیر ٹھہرے، اور جی لگاؤ نا
کوی (یعنی کویتا لکھنے والا)۔۔
“کبھی”
نہیں دوسرے مصرعے میں
 
Back
Top