Asad Rehman
Super Star Pakistani
16
- Messages
- 13,866
- Reaction score
- 33,100
- Points
- 1,451
i think ye dard ki had hai jahaan mazdoor dard ki hiddat mehsoos kartai huwai apnai ALLAH se gela karta hai ..aur ye har insaan karta hai jub sabar ka paimaana labraiz hojaata hai aur wo mazboot reh reh kai thak choor kar ger jaata hai ..
Yes I agreed! Insan bht jald baz waqaya hua hai...Kisi bee cheez ki maslehat ko smjay bgair takleef pe be ikhtiyar shikwa kerna shaid insan ki fitrat hai!i think ye dard ki had hai jahaan mazdoor dard ki hiddat mehsoos kartai huwai apnai ALLAH se gela karta hai ..aur ye har insaan karta hai jub sabar ka paimaana labraiz hojaata hai aur wo mazboot reh reh kai thak choor kar ger jaata hai ..
bus kuch aib gar na hotai to shahkaar ban kai jeetai ....insaan aur ye zindage koye khwaab hai dewaanai ka na samjhnai ka na samjhaanai kaa ..bus go with a flow rawaan dawaan hai saarai ..ALLAH hamai bakhsh dai aur jannat mai daakhil kardai ..hamarai baichainiyo ko ,hamarai koshisho ko ,hamari talash ko ,hamarai dard ko .hamarai musaafat sub ko ek manzi lmel jayaai .Yes I agreed! Insan bht jald baz waqaya hua hai...Kisi bee cheez ki maslehat ko smjay bgair takleef pe be ikhtiyar shikwa kerna shaid insan ki fitrat hai!