Azadi Mubarak Jashne Azadi 2014 Countdown

Change to ana start ho gaya hy .... Real change tu Pakistan k future me likh diya gaya hy ... In Shaa Allah we will enlist our names in list of those lucky individuals who support/work and wait for Islamic change.
Ye Change humein nazar q nhi a raha ???
Yahan to condition worse lagti hai :unsure:
 
Ye Change humein nazar q nhi a raha ???
Yahan to condition worse lagti hai :unsure:
Waja yeh hy k humy pata hi nahi hy k kis tarha k change ki hamy zarorat hy …

Overall condition tu worse hy no doubt about it.

But an entire sea of water can’t sink it unless it gets inside the ship. Similarly, the negativity of world cannot put you down unless you allow it to get inside you.

Change jb feel hoga jb hum apni zindagi ka maqsad apny liye define krly gy …..

Agar hamara maqsad Allah k deen ki sarbulandi k liye jena ban jae to….

same condition same time turns to ideal and best time, this is the change we need.

As Allah says in Quran : Allah will not the change the condition of people until they change what is in themselves.(13:11)

Aur

Allah k deen ki sarbulandi k liye jene ka matlab yeh hy k jaisa character aik Momin ka define kya gaya hy hum wo apnany ki koshih kary.

Aik hadees pr amal kr k dekho aap ko change feel hoga In Shaa Allah

Aap saww ne farmaya jis k mafhoom kuch is tarha hy

Jb tumhy apni nekiyo pr khusi aur gunahon pe afsos hony lagy to samjho k tum momin ho gae.

Nekiyo pr khushi ka matlab yeh hy k banda Neki kr k aajzi k sath apny Rub ka sukr ada kary k us ne neki krni ki tofeeq bakhshi

Aur gunaho pr afsoos se murad yeh hy k bandy se agar gunnah sarzad ho jae to foran wo apny rub ki bargha me Touba kary aur usko andaza ho k us ne kis ki narfarmani kr di hy ! aur aainda us se bachny ki koshih kary.

(for true inspiration read Dastaan-e-Mujahid from Naseem Hijazi)
 
Back
Top