Ghazal Jisay Rasto'N Ka Pata Nahi

Wellcome n thanks for nice sharing...can u explain me the last line i couldn't understand
 
wallah bhai aap to wohi lekhtai jo hum keh nahi paatai zbrdast .. bht awlaa[/QUOTE
@M Shah bhai, aik jaisy dil rakhnay walon kay ahsasat bi aik jaisy hi hotay hain, bas Allah ki taraf sey lafzon ma peronay ki taqat humain ata ki gai takay baqi dilon ki terjomani kersakain. khush rahoo brother
 
Wellcome n thanks for nice sharing...can u explain me the last line i couldn't understand
@Pinkey jis shair ki apko samaj nahi ai tu waqi ye shair samajnay ma tora mushkil hai, ma is shair ma apna takhayul tek sey explain nahi kerpaya, ma koshish karonga k is shair ma tadbeeli lasako'n, baqi is shair ka matlub hai keh " wo log jo ahsas nahi raktay or onkay dilo ma muhabat nahi yani jinko mosamo ki pehchan nahi tu khushbo ki qader kahan sey ai gi, tu aisay logo k qareeb ma nahi reh paya jinkay sath or qareeb rehtay hoye bi kabi mery dil k qareeb na hopaye, tu wo log isliye na mery pas thy na qareeb thy or na kabi dil ko aziz thy, jisay mosamo ki pehchhan nahi jinmay muhabat nahi jin ma jazbat nahi." pinkey sahiba agr ma sahi sey explain nahi ker paya tu plz zaroor bataye ga ma samjanay ki mazeed koshish karonga.
Thanks. khush rahoo
 
Back
Top