Ghazal Kabhi Kabhi Jo Wo Ghurbat Kaday Mein Aye Hein By Ehsan Danish

Asad Rehman

Asad Rehman

Super Star Pakistani
16
 
Messages
13,866
Reaction score
33,100
Points
1,451

Ehsaan Danish

kabhi kabhi jo wo ghurbat kaday mein aye hein
meray bahay hoay anso jabeen pay laey hein

na sar guzash safar pooch mukhtasar ye he
k apnay naqsh-e-qadam hum ne khud mitae hein

nazar na tord saki answon ki chilman ko
wo roz agarche meray ainay mein aye hein

is ek shamma say utray hein bam o dar k libas
is k lau ne baray "phool ban " jalae hein

ye do pehar , ye zameen par lipa hua soraj
kahin darakht na dewar o dar k saye hein

kali kali mein he dharti k doodh ki khushbo
tamam phool isi ek maaN k jaaey hein

nazar khalaoN pay aur intizar be waada
ba ein amal wo bhi ankhon mein jhilmilae hein

very nice...
 
Back
Top