Kabhi Kabhi.........

@Kool Kat @Pinkey @Imal @Noor-e-Kainat darasal insan ka zehan humaishah active rehta hai, her waqt sochta rehta hai or ju sawal bayan keye gaye hain darasal yahee sawalat paida honay k baad hi insan per isi tara ki kafiyat tari hojati hai, insani fitrat ko jis formula k tehat design kiya gaya hai isko ager zyada bariki sa na socha jaye tab ap khush bi rahaingay or is tara kifiyat bi tari nahi hogi, laikin agr ap nay bohut zyada sochna shoro kiya tu per yahee sawalat janam laitay hain or ap khud ko tanha mehsoos karty hain even her relation apko khokla nazar aye ga, ma khud bi bohut zyada sochta tha yaqeen karain mery liye her chez sey attraction khatam hogai thi, mujy yaad ha os time ma nay aik shair bi likha tha jis sey apko meri os time ki kafiyat ka bakhobi andaza hojaye ga " agaya sab koch samaj ma ufff ye kiya hogaya...ek shajar tha be samar or tu koch bi na tha" jab ye sari chezain samaj ma ajati hai tu zindagi bohut belutf or be maza hojati hai..
 
Tariq Bhai apki bt c agree krti hn me lekin ye chand alfaz jo me ne jma kr k likhy hen ye mri bht zyada sochny ki wja c nai hen. infact aj k dor me itna wakt ee khan milta h k insan apny bary me sochy......bht mushkil hai. Lekin aisa b to hota hai na k aik taweel thaka deny waly din k bad aankhoon me nend ka khumar liye sirf sony ki tamana ho to aisy me nend r jagny k darmyan kch pal fakt kch ee pal ye baten zehan me aa jati hen....aisa lgta h is masroof tareen din k ba b krny ko kch nai hai......
ykin kren meri ye kaifiat in swaloon ki wja c nai hui.......balky aik be naam kaifiat ne in swaloon ko janam dia hai!!! Me ab aisi ko adam bezar b nai hn......bht shrarti hn.....lekin wo ee bt hai k kabhi kbhi...........:)
 
exactly @Kool Kat behna yahee asal time hota ha sochnay ka nend or jagnay k beech ma, ye ibtida ha os takhayulat ka ju ma nay oper bayan keye hain, or agr apko ma ye kahon kay zyada na socha karain, tu behna sochna kab kesi bas ma hota hai, jahan hum haqiqaton sye bhagnay ki koshish kartay hain wahan haqiqaton ko samajna bi zarori hota hai, ye koch pal apko bohut koch day daiga, mujy andaza ha kay apkay pas aik hsas dil hai isliye aisi soch ka nazool hota ha.
 
@Kool Kat aapi ye to aap mera haal e dil bayan kar rahe hain aapi main kia bolon mujhe khud kuch samajh mai nae aata mai aap ko kia bataun:(:(
 
Back
Top