Meri ap se guzarish hai k agar ap ko hadeess pe comment na karna ho tu sirf like kar diya karen emoji na lagaya karen plz koi bhi meri bat ka bura nhi maniye ga ye taqaddus ka sawal hai jb hm dsron ko lanat dete hain esi pak cheezun pe cartoon banane pe tu ham bhi yhi kar rhe hain plz dont mind and think about it