M
Mastermind
Popular Pakistani
9
- Messages
- 2,879
- Reaction score
- 9,157
- Points
- 451
thank you emma !!!kisi ko jhonparhiyun mein jaga mili aur kisi ko mehlon ko chorhna para
kisi ne aish o araam ki zindagi guzari aur kisi ko raigistan mein nangay paon chalna para
koi duniya mein is qadar kho gaya ke apne is jahan mein aanay ka maqsad faramosh kr betha
aur kisi ne us maqsad ko pa lya.
Ghulam Farid, is jahan e fani mein har koi ek musafir ki tarah hai aur aaj ya kal sab ko yahan se jana hai !
haha.. behtreen kia hai translate
My Pleasurethank you emma !!!