Let's Write a Story of a College Girl

Asma Baloch

Asma Baloch

Well-Known Pakistani
5
 
Messages
746
Reaction score
1,888
Points
176
dear friends.
stories to hum parhte he rehte han kyun na aj hum khud story likhen?

her member story ki 3 lines likhe ga or next member us se agay 3 line likhe ga.
lekin tasalsul tootna nahi chahiye.ok let's start.

zara college jane k liye ghar se nikli.

asman per gehray badal chae hue thay.
wo bus stop per pohonch ker bus ka intizar kerne lagi.
 
aur phir dil main 4 5 salwaatein sunati hoi college ki taraf nikli
college pohnch kr mazy le kr apni friendzz ko apna karnaamma sunaya
lekin kia maloom tha k yeh karnama bht mehnga paryga..
 
prin
intzar karty hoye roz kia tarha nazar samny k darkht nechy khary larkay par pari
faislaa kia k aj manhos ko sabak sikhaa k rahn gi..
utari sandle aur kas k day mariiii..lagi thaaaa kar k dil ko karar ayaaa..:giggle:.. hahahah
princess ap ne to story start hote he tabahi phare di.hahaha
 
aur phir dil main 4 5 salwaatein sunati hoi college ki taraf nikli
college pohnch kr mazy le kr apni friendzz ko apna karnaamma sunaya
lekin kia maloom tha k yeh karnama bht mehnga paryga..
wapsi man wo larka phr samnay agaya.
wo ab ak bike pe sawar tha or azaim khatarnak dikhai dete thay.
wo zara ki taraf barha lekin dusri taraf se achanak ak van ne akar bike ko larkay samet hawa man uchaal dia.
 
agay btao yaar yeh story t
wapsi man wo larka phr samnay agaya.
wo ab ak bike pe sawar tha or azaim khatarnak dikhai dete thay.
wo zara ki taraf barha lekin dusri taraf se achanak ak van ne akar bike ko larkay samet hawa man uchaal dia.
aagy btao yaar isy to ab aap hi pura karein jaldi btaein agay kia howa.
 
Back
Top