Ghazal Likhna Nahi Aata Tu Mery Dost Parha kr (Allama Iqbal)

bhout kho0b.......
chero0n pah likhy dard ka Unwaan parha kar........!!

tu Qarb k lambat main Quran parha kar..............!!

Tu Sarwer e Qonain S.A.W k farmain parha kar..........!!!

alllaaaaaaa
JazakALLAH....!!!
 
yeh bang e dara hazir hai

Bang-i dara : Iqbal, Muhammad, Sir, 1877-1938 : Free Download & Streaming : Internet Archive
muje dikhaain ki yeh ashaar kahan hi

Kahan Allama aur kahan yeh asaar...
is ummat pe raham karain ....


Likhna Nahi Aata Tu Mery Dost parha kr,,
H0 Jaye Gi Mushkil Teri Asan parha kr,,

Parhne k Liay Tujh ko Agr kuch Na Mile Tu,,
Chehron pe Likhe Dard k Unwan parha kr,,

Laraib Teri Rooh ko Taskeen Mile Gi,,
Tu Qarb k Lamhat Main Quran parha kr,,

Paida Ho Tere Behr ki Mujon Main Talatum,,
Tu Hazrt-E-Iqbal k Dewaan parha Kr,,

Aa Jaye Ga "IQBAL" Tujhe jeene ka Qareena,,
Tu Sarvar-E-Kounain (S.A.W.W) k Farmaan parha kar.
 
Me ye pehle bhi parh chuki hn or mjhe yad agaya standard 9th me urdu adab subject tha jis me poetry thi or ye nazam thi us me me is ki summary kar chuki hun ye iqbal sahab ki hi poetry hai
 
Back
Top