Ashaar Mahfil Aara thay magar phir kam numa hotay gaye - Munir Niazi

sahrish khan

sahrish khan

Star Pakistani
I Love Reading
11
 
Messages
6,924
Reaction score
14,147
Points
736
14068157_1835777556645130_1139681402833008714_n.jpg


@Recently Active Users
 

Amazing...There is something about the way Munir Niazi puts down his words, with ooze of perfection. So magical. Thank you for sharing my friend.



Mahfil Ara the magar phir kam-numa hote gae
Dekhte hi dekhte ham kya se kya hote gae

Na-shanasi dahr ki tanha hamen karti gai
Hote hote ham zamane se juda hote gae

Muntazir jaise the dar shahar-e-firaq-asar ke
Ik zara dastak hui dar dam men va hote gae

Harf parda-posh the izhar-e-dil ke baab men
Harf jitne shahr men the harf-e-la hote gae

Waqt kis tezi se guzra roz-marra men 'munir'
Aaj kal hota gaya aur din hava hote gae
 
Back
Top