Mai jo chehra uthaaon to din nekalta hai

M Shah

M Shah

New Member
Invalid Email
16
 
Messages
14,851
Reaction score
48,423
Points
1,451
Mai jo chehra uthaaon to din nekalta hai
Mai jo hansta hun to sang merai phool khel jaata hai

saagar se aankho mai meri nasha sa chaaya hai
mai jo nazrain uthaaon to saaya dhalta hai ..

@Imal . @yusra avais
ye fantasy hai ya khud pasandi cancer last stage ..??
agar aap dono ko khushkismati se apni tareef karnai ka moqa melai to kin words mai khud ki tareef karogee ?
 
Ye banda...jo in ashaar ko daikh k lagta hai k shayar hai....ye banda mery hospital k ward number 7 say haga hoa lagta hai....... ittni ''annay waa'' tareef per issay mujhy ward number 4 k aik patient k sath dalna chaye tha :D @Imal pata hai na aapko ward number 4 mai konsa mareez hai:sneaky:
 
@Mahsa yaha apki baat ho rahi hai ..dhaiko mai gheebat nahi kartaa ..twitter:pensive: @Hafsa says gheebat mai gunah hai bht
 
Back
Top