Ghazal Main . Tanha

Ramish Jaan

Ramish Jaan

Well-Known Pakistani
4
 
Messages
194
Reaction score
189
Points
121
Aslamo ele kum peyari bazm ke sathio,n aik ghazal ke sath hazir ho,n umeed he ap apni qeemti araa se zaroor nawaze ge waslam Mukhlis Ramish jaan
Main tanha.jpg
 
Wa'AlykumSalam...
Masha'Allah Sir je app ney baraa he dil.souz sa likh diyya hai ...
qalam main tanhaii keh izteraab hein ..kahin samjhney walii kaifiiyet..tou kahin nah samajh aaney wala douraha...
woh wali baat ..sarey jahan ka dard humare jigger mein hai ..per na idher dard-e-tanhaii poorii body mein lahunn ban ker, bechainii ban ker laga phir raha nazr aa raha hai ...;)
yeh tanhaii aissi chiz hai ..main ney jab bhi issko payya hai ..uttna Khaliq key, Haq key, Khud Shanassi key iss ney buht nazdeek kiyya hai ..aur haqa'yuqq sey yeh aisey parda uthaa'tii miley gii jessay app ney band ghoubii ka phool daikha ho ga nah ..tou pertt der pertt uskey pattey/leaves jessay khultey hein aur band hotey ..wo point nawaztii hai ..aur tarz-e-fiker bhi ...jiss key hasool keh baad emaan, pukhtagii aur tawakull ka taa'surr aur haqeeqatoun ka idraak bara hee waaz'yah ho jata hai ...wo ya tou apko hassassiyet nawaz dey ga, ya khalandraa pan keh app ainda tanhaii ka samna kerny sey ghabraney lagein gey ..means be'parwaii keh aatwaar nawazna...keh app aisey react kerny lag jao ..jaan ker bhi unjaan ...kahin gehrii aur Ameeq sanjeedgii bhi nawaaz sakta hai ..aur kahin ultaa ....shoukhaii pan ( yeh banawtii ho ga most of the time )

Hye ahe kii ..likha hai main ...:pkhair...:(

yeh nah ek qalam parha tha ..aise hai baat hotti ....jab kabhi hai tanhaii sey gal hotti ..n mulaqaat ...:giggle:bin bulaye mehmaan ki trha ..aa dhamkey..ya be'mousamii keh lay'jiye..app aaye bahaar aaii ..per be mousam he aai ..yehii wali situation :(

Haqueeqat ne yaad-e-maazi ko jala kar raakh kar diya...
Ab na to khwahishoun ka mahel raha na tamaannao ke gulistaan...
Bas ab khandaron ki kachi deewaaron mein kuch puraane khwaab basstey hain...
Jo jeene nahi dete...
or agar jo jeeney ki tamnna machal jaye to tursh haqeeqat ussey maar deti hai ...
Baaghoun ke sufaid phool kitne khubsoorat or pakeeza thae,
Dil ke bahut qareeb thae... laboun ke tabassum ka sabab thae...
tez hawaaon ke tufaan ne unhein raund diya... or inhi tez hawaaon ke jhakkad ne palkon mein rait or mitti ki jalan bher di
or
nazron ke samne se saare manzer gayeib ho gaye,
Is shour ne merii quwwat-e- sama-at cheen li,
Or chaaroun taraf bikharti hui adhoouri tanhayioun ne poochaa... (tussi kaun ho je he he ??:giggle::eek: )
Yeh sab kya ho raha hai? Kyon ho raha hai?
jawab aaya...
Jo be-iraada safar pe niklein tou yeh to hota hi hai...or yeh to hoga hi ...
Rafaaqatoun ka gahera sooraj ghroob ke imtehaan mein hai...
ab is baat ko tasleem karna hi hoga ke ...
" Hijr ka mausam to wasl ki paheli shaam se hi safar ka agaaz kar chuka tha...

Allah Pak apnii khass Rematoun sey nawazein apko...AmeeN

Apki mazeed Sharing keh talib

khush rahyie/Ameen
 
Aslamo ele kum Silent voice ji bohat mamnon ho,n ap ki itni pur khlos our qeemti izhare kheyal ke liye kisi bhi funkar ko ja shaier ko apne klam par asal dad wohi mehsos hoti he jo klam ko dil se mehsos kar ke di jaye ap ka likha ik aik lafz is bat ka gawah he ke meri is kawish ko apne usi tarha mehsos kiya jese me ne . bohat shukriya aik darfa phir itni umda dad se nawazne ke liye
waslam Mukhlis Ramish jaan
 
yeh nah ek qalam parha tha ..aise hai baat hotti ....jab kabhi hai tanhaii sey gal hotti ..n mulaqaat ...:giggle:bin bulaye mehmaan ki trha ..aa dhamkey..ya be'mousamii keh lay'jiye..app aaye bahaar aaii ..per be mousam he aai ..yehii wali situation :(

Haqueeqat ne yaad-e-maazi ko jala kar raakh kar diya...
Ab na to khwahishoun ka mahel raha na tamaannao ke gulistaan...
Bas ab khandaron ki kachi deewaaron mein kuch puraane khwaab basstey hain...
Jo jeene nahi dete...
or agar jo jeeney ki tamnna machal jaye to tursh haqeeqat ussey maar deti hai ...
Baaghoun ke sufaid phool kitne khubsoorat or pakeeza thae,
Dil ke bahut qareeb thae... laboun ke tabassum ka sabab thae...
tez hawaaon ke tufaan ne unhein raund diya... or inhi tez hawaaon ke jhakkad ne palkon mein rait or mitti ki jalan bher di
or
nazron ke samne se saare manzer gayeib ho gaye,
Is shour ne merii quwwat-e- sama-at cheen li,
Or chaaroun taraf bikharti hui adhoouri tanhayioun ne poochaa... (tussi kaun ho je he he ??:giggle::eek: )
Yeh sab kya ho raha hai? Kyon ho raha hai?
jawab aaya...
Jo be-iraada safar pe niklein tou yeh to hota hi hai...or yeh to hoga hi ...
Rafaaqatoun ka gahera sooraj ghroob ke imtehaan mein hai...
ab is baat ko tasleem karna hi hoga ke ...
" Hijr ka mausam to wasl ki paheli shaam se hi safar ka agaaz kar chuka tha...

Allah Pak apnii khass Rematoun sey nawazein apko...AmeeN

Apki mazeed Sharing keh talib

khush rahyie/Ameen
Aslamo ele kum khamaosh Awaz ji ap ki tehreer ko do hiso me taqseem kar ke jawab dene ki zarorat is liye mehsos ki ke pehle hise ka shukriya ada karna tha our dosre hise me ap ko dad ke phool peesh karne the ap ne meri ghazal ko parh kar jo mehsos kiya our use jis umdagi se alfaz ki sozrat yahan peesh kiya bohat acha laga meri janib se dili dad qabol ki jiye
sada khush rahiye shad o abad rahiye Amen suma Ameen

App kii sub dua.oun..aur mukhlis-o-naik tammana.oun key liye apkey be'had mashkoor...May Allah je give u more n more prosperity n all the happiness in life/AmeeN/Insha'Allah

http://i41.***********/5zjjon.gif​
 
Aslamo ele kum khamaosh Awaz ji ap ki tehreer ko do hiso me taqseem kar ke jawab dene ki zarorat is liye mehsos ki ke pehle hise ka shukriya ada karna tha our dosre hise me ap ko dad ke phool peesh karne the ap ne meri ghazal ko parh kar jo mehsos kiya our use jis umdagi se alfaz ki sozrat yahan peesh kiya bohat acha laga meri janib se dili dad qabol ki jiye
sada khush rahiye shad o abad rahiye Amen suma Ameen
waslam Mukhlis Ramish jaan

http://i43.***********/drbafq.gif​
 
hayee sv aap khamosh aawaz kab say ban gai hoo?ap ney bataya hee nhn:p
Aslamo ele kum Khudeeja ji asal me khmaosh awaz ji ne ap ko is liye nahi batya ke wo to khud ko khamoh awaz nahi likhti yeh to me ne un ke englich nick ka urdu me tarjuma kar diya he ia tarha wo silent voice khamosh awaz ban gai hai,n
Khamosh awaz ji ap ne bura to nahi manya na nick ke tarjume ka
 
Back
Top