Mere Liye, Mohabbat...?

  • Thread starter Abdullah Bin Nazir
  • Start date

@Abdullah Nazeer aap nay bht acha likha bht acha
dekhay mai aapko kuch kaho agar aap bura na manaiy to...
Aisa hai k Muhabbat jesay k aap nay kaha k jism ar khoobsoruti ... kya aap ussay Muhabbat kahay gay... Who Muhabbat nahi hoti jismay Izzut shamil na ho... Mohabbat may kuch cheezay hoti hai jissay ingredients kehtay hain... jesay k Izzut ,Aqeedat, Ihtraam , ataat , pyar ... ar 1 ar cheez jisay kehtay hai Khalis hona bay los hona ... jesay k yeh Muhabbat aapko ar hamay Apnay Allah say milti hai jesay k u said k Allah ki muhabbat kabhi nahi badaltii theek hai ar is ka 1 mazhar hamaray Maa baap hai... Ustad .. Rah Numa ... Behn Bhai and Dost b ar life partners b..
ar jisay aaj kl k dor may Muhabbat ka naam diya jata hai jo rooh say nahi jism say hoti hai
aap bataiy kya us may Muhabbat k Ingredients hotay hai?? to aap ussay Muhabbat to na kahay
jesay k aap nay kabhi tooti(tap) may say pani girtay dekha hai kabhi?
yeh start say bht zor awar hota hai lakin ahista ahista is ki shiddat km hoti jati hai ... yeh hai Dunyawi so called muhabbat
k shro may bht zor awar lakin ahista ahista jb sb ingredients sahi ratio may nahi mltay to yeh weak ho jati hai
ar agar yehi pani kisi pyalay may ho to her ghoont k sath 1 jesay hi serab kerti hai...yeh hai Asal Muhabbat jo k Allah ki fitrut hai jo k hamay di gai lakin jesay k yeh nature hai k pani oper ki taraf nahi behta neechay ki taraf behta hai na
to hum b issay pure rakh nahi paatay kabhi kabhi..
jesay k aap nay kaha k zid say hasil honay wali...Muhabbat ... Zid say hasil honay wali cheez muhabbat nahi hoti ANA hoti hai jis may izzut aqeedat ihtraam kuch b to nahi hota to aap ussay Muhabbat to nahi keh saktay na ... kisi k dil may utar jana hi Muhabbat hai
bht acha kaha aap nay :) "thumbs up:
 
:love::love::love::love:
 
Back
Top