Amina chattha
Popular Pakistani
7
- Messages
- 2,348
- Reaction score
- 6,716
- Points
- 301
Merey Qatil ko pukaro k mein zinda hun abhi
Phir sey maktal ko sanwaro k mein zinda hun abhi
Yeh Shab-e-hijr tou meri sathi hai barsoon sey
Jayo so jayo sitaro k mein zinda hun abhi
Yeh preeshaan sey gaisu daikhey nahi jatey
Apni zulfoon ko sanwaro k mein zinda hun abhi
Laakh mojoun mein ghira hun, abhi dooba tou nahi
Mujh ko sahil sey pukaro k mein zinda hun abhi
Qabar sey aaj bhi "Mohsin" ki ati hai sada
Tum khan ho merey yaro k mein zinda hun abhi