Ghazal Mohabbat kya hai

M Shah

M Shah

New Member
Invalid Email
16
 
Messages
14,851
Reaction score
48,424
Points
1,451
Muhabbat kia hai?
Dil ka dard se maamoor hojana,
Mata-e-Jaa’n kisi ko saunp ker majboor hojana.
Qadam hain raah-e-ulfat mein to manzil ki hawas kaisi,
Yahan tou ain manzil hai thakkan se choor hojana,
Muhabbat kia hai?
Dil ka dard se maamoor hojana,
Yahan tou sirr se pehlay dil ka sauda shart hai yaaro,
Koi aasaan hai kia sirmad-o-mansoor hojana.
Muhabbat kia hai?
Dil ka dard se maamoor hojana,
Basa lena kisi ko dil mein dil hi ka kaleja hai,
Paharon ko tou bus aata hai jal ker toor hojana.
Muhabbat kia hai?
Dil ka dard se maamoor hojana,


Nazar se door reh ker bhi Taqi wo pass hain meray,
K meri aashiqi ko aib hai mehjoob hojana.
Muhabbat kia hai?
Dil ka dard se maamoor hojana
 

@Asad Rehman...ek kaano kai loo se guzra to taaa


chalta hu taro par phir bhi, hai mere dil me dar
mai tere saath hu, yu banke tera hamsafar
tumhi ho rehnuma, tumhi ho aashiya
na koyi aayega, hamare darmiya
aandhiyo me pyar yeh, palta raha palne diya
pyar na karna yeh dil, kehta raha kehne diya
chun liya chun liya, chun liya
 
Back
Top