Nazm Mohabbat Seekh Kar Karna

Silla Shah

Silla Shah

Popular Pakistani
7
 
Messages
1,414
Reaction score
2,246
Points
311
محبت سیکھ کر کرنا
کہ بن سیکھے
محبّت کا سفر دشوار ہوتا ہے
گریبان تار ہوتا ہے
کبھی انکار ہوتا ہے
کبھی اقرار ہوتا ہے
محبت سیکھ کر کرنا
کہ بن سیکھے محبّت تو سرابوں کی کہانی ہے
دکھوں کی راج دھانی ہے
جو کل بن جاۓ گا بادل
یہ وہ دریا کا پانی ہے
محبت سیکھ کر کرنا
کہ بن سیکھے محبّت تو عذابِ زندگی ٹھہری
سرابِ زندگی ٹھہری
نہ ہو تکمیل جس کی وہ
کتابِ زندگی ٹھہری
اسی خاطر تو کہتا ہوں
کسی استاد کامل سے
محبت سیکھ کر کرنا
 
hein lo ker lo gal ...muhabbat tou khud rou pouda hai ..ha ha ...la 'shaoorii sa ...yeh seekha thori jata hai je :)..yeh koi underconstruction kism ki makhlooq(shair) ki takhleeq lag rahi hai nazm ...

phir bhi nice sharing

khush khush rahyie
 

han ye to hai...koi kisi k mashwrun pe nai jata..bs apni dfli...apna apna raag..haha
 
haha................ye muhbat kuch nai hoti.....bs care hoti hai sb kuch....

muhabbat samjho tou kainaat hai na samjho tou rait ka wo zara jo jitni muthii band karo yeh sarkta jaye ga ..aur haath khali reh jaye ga ya wo parinda hai jo kissi key dil ki mudair per jab marzi ja baithey aur kissi ki mundair per ta'hayyat nah baithey...ap ney durst kaha yeh care hai ...per hum care bhi ussi ki kerty hein jo humein dil sey rooh sey aziz ter hota hai aur wo rishta muhabbat hii istewaar kerti hai...main ney bhi sub sey pehlay ankh khouli tou muhabbat ka lums apni maa ki goud main mehsos kiya tha, baap ki shafqat ney issey seencha aur bhai ki thapki ney isko garmaya aur behn key dular sey yeh parwaan cherha hai ...iski afzayish dost ehbaab ki ulfat aur apnayet ney ki..ab yeh kafi phaldar darkht bn chuka hai kaafi meethae phal sey lada huawa ...

baqi Allah jany yeh hai kia shai ....
 
Back
Top