Sibgha Ahmad
Popular Pakistani
6
- Messages
- 1,231
- Reaction score
- 2,705
- Points
- 251
to yah bataye na k tawaif bani he kyun hay wo,, na wo tawaif hoti na wo nachti na log daikhnay jatay ,, paisay k liye matlab k yah kaam karna start kar do ? baat yah hay k jab sharab ki dukaan ap k mohallay main khulay ge to us main se log sharabi ban k he niklain gay namazi ban k nahi,,, koi mazloom nahi hay ,, taali dono haatho se bajti hay ,, wo ap jis daur k baat kar rahi hain wo guzar gaya hay jab aurat ko kamtar samjha jata tha,, ab agar aurat kamzor hay to wo shayad ghareeb ho ge is liye ,, nahi to ab aawaz othai jati hay dono taraf se he ,, khair i think yah point jo othaya gaya hay wo pahlay k waqto k hisaab se he hay shayad .. jis ne bhe yah likha hay us waqt k hisaab se likha hay..