ashjaar ,gul sub ALLAH ki sana mai masroof rehtai hai aur ye sub banjar sakht zameen pai nahi naram aur zarkhaiz zameen pai ugtai hain ..naram dilo mai ALLAHbasta hai ..hum bewaqoof unkai nazar mai hai dar asal hum to kisi aur cheez ki pasdaar kar rahai hotai hain ..kabhi bhi aisi duanahi maangni chaheyai ..QK sang dil logo kai zindage bai rahravi ,gunah aur badmazgi mai guzar jaati hai ..na wo khud ko pehchaan letai hai na zindage ko ..