Aadil Jahangeer
Popular Pakistani
9
- Messages
- 3,207
- Reaction score
- 8,044
- Points
- 451
Ab naye sal ki mohlat nahi milnay wali
Aa chuk ab to shab-o-roz azabon walay
ab to sab dashnam-o-khanjar ki zuban bolte hain
ab kahan log muhabbat k nisabon walay
zinda rahne ki tamanna ho to ho jate hain.
fakhtaon k bhi kirdar uqabon walay..
na mere zakhm khilay hain na tera rang-e-hina
mausam aye hi nahi ab k gulabon walay...