Pakistan Election 2013 Results

Veer

Veer

Famous Pakistani
Staff member
27
 
Messages
35,544
Reaction score
45,344
Points
3,711
Pakistan Election 2013 Results
(Ghair Hatmi aur Ghair Sarkari Nataij)


    1. Pakistan Muslim League Nawaz (PML-N): 126
    2. Pakistan Peoples Party Parliamentarians (PPPP): 32
    3. Pakistan Tehreek-e-Insaf (PTI): 30
    4. Independent (IND): 30
    5. Muttahida Qaumi Movement (MQM): 17
    6. Jamiat Ulema-e-Islam (JUI): 10
    7. Jamaat-e-Islami (JI): 4
    8. Pakistan Muslim League Functional (PML-F): 4
    9. Pakistan Muslim League(Z) (PML-Z): 3
    10. Pakhtunkhwa Milli Awami Party (PKMAP): 3
    11. Awami National Party (ANP): 3
    12. Pakistan Muslim League Q (PML-Q): 1
    13. Others: 17

    Final Results will be updated

    1. Pakistan Muslim League Nawaz (PML-N): 204
    2. Independent (IND): 41
    3. Pakistan Tehreek-e-Insaf (PTI): 20
    4. Pakistan Muslim League Q (PML-Q): 7
    5. Pakistan Peoples Party Parliamentarians (PPPP): 6
    6. Jamaat-e-Islami (JI): 1
    7. Others: 6

    Final Results will be updated

    1. Pakistan Peoples Party Parliamentarians (PPPP): 69
    2. Muttahida Qaumi Movement (MQM): 18
    3. Pakistan Muslim League Nawaz (PML-N): 1
    4. Independent (IND): 13
    5. Others: 11

    Final Results will be updated

    1. Pakistan Muslim League Nawaz (PML-N): 9
    2. Pakhtunkhwa Milli Awami Party (PKMAP): 9
    3. Jamiat Ulema-e-Islam (JUI): 4
    4. Pakistan Muslim League Q (PML-Q): 1
    5. Independent (IND): 7
    6. Others: 12

    Final Results will be updated

    1. Pakistan Tehreek-e-Insaf (PTI): 34
    2. Jamiat Ulema-e-Islam (JUI): 15
    3. Pakistan Muslim League Nawaz (PML-N): 12
    4. Jamaat-e-Islami (JI): 7
    5. QWP: 7
    6. Awami National Party (ANP): 3
    7. Pakistan Peoples Party Parliamentarians (PPPP): 2
    8. Independent (IND): 13
    9. Others: 4

    Final Results will be updated
 

fair result nai hay ye ... ye bat har banda janta hay par kuch kar nai saktaa .:sad:
is say behtr to hotay hi na election jab chalni hi dhandli thi.. kiun awam ko zehmat daity hain votes cast karny ki ...:mad:
 
to ap k hisab sa kon jeetna chahiye tha?
mere hisab sa to PTI ko jeetna chahiye tha.
ma vote PTI ko hi dena chahta tha pr mujy chutti nai mili.
socha tha ya dhoka b kha k dekhain shayad PTI kuch acha kr le.
wese to election sahi ha pr PPP ko itni seats nai milni chahiye thi.
 
Boht he ajeeb result hai...
PML-N kamyabi hasil kar le gi is baat ka tu yaqeen tha, lekin PPP itni seats hasil ke le gi, iski bilkul bhi umeed nahi thi :wideyed:
mera khayal tha 2nd position PTI ki he hogi lekin yahan tu....:confused:
PPPP itni jaldi khatm nhi honey wali jese jahalat Pakistan mein bohat ha isi tarha PPPP ke voters bi bohat hen ;)
 
fair result nai hay ye ... ye bat har banda janta hay par kuch kar nai saktaa .:sad:
is say behtr to hotay hi na election jab chalni hi dhandli thi.. kiun awam ko zehmat daity hain votes cast karny ki ...:mad:
shayed Pakistan wahid jamhoori mulk ha jahan ke log elections mein apni haar aur doosron ki jeet kbhi accept nhi karte aur hamesha doosron per dhandli ke ilzam lagatey hen albatta jahan se wo khud jeet jatey hen wahan wo khud per dhandli ke ilzam bi accept nhi karte. election ke overall results se saaf wazeh ha ke bohoat bari aksariyat ne PML-N ko select kia ha. social media ya electronic media per jitna marzi zor lga len hona wohi ha jo awam ki aksariyat chahey gi. yehi jamhooriyat ha. agr ap jamhori amal ka part hen tou accept it.
 
to ap k hisab sa kon jeetna chahiye tha?
mere hisab sa to PTI ko jeetna chahiye tha.
ma vote PTI ko hi dena chahta tha pr mujy chutti nai mili.
socha tha ya dhoka b kha k dekhain shayad PTI kuch acha kr le.
wese to election sahi ha pr PPP ko itni seats nai milni chahiye thi.
Brother, election ho gay result bi aagey ab choriye kis ko jeetna tha kis ko nhi.
Awam ki aksariyat ne jis ko vote dye wo jeet gya ab dua karo k mulk ke lye achey aur behtar faisle hon.
 
shayed Pakistan wahid jamhoori mulk ha jahan ke log elections mein apni haar aur doosron ki jeet kbhi accept nhi karte aur hamesha doosron per dhandli ke ilzam lagatey hen albatta jahan se wo khud jeet jatey hen wahan wo khud per dhandli ke ilzam bi accept nhi karte. election ke overall results se saaf wazeh ha ke bohoat bari aksariyat ne PML-N ko select kia ha. social media ya electronic media per jitna marzi zor lga len hona wohi ha jo awam ki aksariyat chahey gi. yehi jamhooriyat ha. agr ap jamhori amal ka part hen tou accept it.
agar wazeh aksriyat say jeti hay to phr revoting main har kiun gye PML-N karachi main.. kiun wo seats PTI ko mil gye agar pahly dhandli nai hoi kisi kiism ki....???
 
aag ki garmaish maloom karny k liya us ma ek baar haath dalna hi kafi hota ha jo us ma bar bar hath dalay us ko kia kahiange ap khud samajdaar hain.
 
Back
Top