Ghair Siasi Baatein Pakistani BJP - Abdul Qadir Hassan

today column.gif
 
Moved to Urdu Articles & Columns | Pakistan Social Web

Main jab bhi yeh naye soobon ki khabar parhta hoon, dil tou jesay katnay lagta hai.. kya Muhammad Ali Jinah ka banaya Pakistan aur Soobay theek na thay? meri tou samajh say baahir hai yeh sab.. ******
bilukl.
yeh sab mazeed nai wazartein hasil kr ke mazeed lout maar krnay aur is mulk ko taqseem krnay ki sazish hai.
hum apne bachpan mein kitnay fakhar se Independence day pe jo qomi taranay parha krtay thay, afsos humari new generation wo qomi taranay nahi parh sakay gi, kyun ke un mein sindh, punjab, balochishtan aur sarhad ka zikar tha na ke bahawalpor janoobi punjab etc ka.
 

Back
Top