aur ye
thanks
aur aik bat jab hum quran ya choti si surat par k sab ko jo hazrat adam al sa le kar aj din tk wafat pa chukay hai un ko sawab baskhaty hai to humy b to utna sawab ho ga na jitna un ko isaall kar dia mujy waswasa ata hai jab b me yaseen wagera par kar sab k liye isaal karta hu to waswasa ata hai hai k<{ apne liye sawab kamao dusro ko kiu bejtay ho tmy kia faida is ka aur itna thora sa to party ho is ka sawab kitno ko mily ga kiu k aj din tak to unginat log wafat pa chuky hai}]darood paro tb b ye hi hota hai me ne 2 3 months se regular namaz shuru ki hui hai aur tamam buraio ko tark kar dia hai dubara us taraf ne lotna chahta magar waswaso ne itna tang kia hua hai k kabi dil karta hai k esay waswaso se to marna behtar hai
is k bary me kuch batay
thanks bai sab ap k jawabat ne mujy setisfaction d hai aur me is natejy par aya hu k wasay kam ilm ki waja say hi atay hai agar ap ko islam k mamulat k bary me kam ilm hai to ap un mamulat k bary me shetan waswasy dalta hai allah ap ko hamesha khush rakhay ameen
kehty hai k allah gunah karne waly ko maf kar deta hai magar us shaks ki mafi nei jo gunah kary aur dindora petay kiu k gunna share karny say ap apny liye us gunnah ka gawa bana letay ho muj say b aik do gunnah huy thay ghflat me lekan jab me ne tamam gunah chor kar sachi toba ki to mujy waswasy atay thay k tumari mafi nei ho sakti tmary gunnah boht bary hai jab k me janta tha k allah mafi mangany waly ko maf kar deta lekan waswasy itne zyda thay k me noor clinic site par post apnay gunnah k bary me shuru ki ta k mujy is ka kufara ada karne ka pata chaly k mujy ab kia karna chahia
ap mujy batao k kia me ne b apny gunnah ka dindora pet kar gawa bana liya hai ki jab k me to net par kisi jan pehchan waly ko to ne bataya sir aik do site par me ne is ka kufara pocha sir toba karny ka ans mila
aik buzurg mily thay un say me ne ye bat share ki thi k muj say gunnah hua hau 3 4 bar hua hai uno ne b mujy toba karny ka kaha hai to kia in sab ko me gawa bana liya hai ab ye wasawasa ata hia tm ne gawa bana liye hai ab kis tara tmari bhakhshish ho gi
plz ans me wth ur opinion and islamic point of view