Ramadan Ramadan Mubarak ki Chand Raat k Azkaar o Wazaif

Veer

Veer

Famous Pakistani
Staff member
27
 
Messages
35,541
Reaction score
45,337
Points
3,711
Ramadan ka Chand nazar aanay k baad kya parhna chahiye? Ramadan Mubarak ki Chand Raat k Azkaar o Wazaif kya hein? ramzan k chand rat ki duayen, ramzan ki chand rat ka rizq ka wazifa, chand raat ki dua, ramzan ki chand raat ki dua, dua on chaand raat, dua to recite on chand raat of Ramadan, ramadan chand dua, Ramzan mai chand raat ki dua

Jo Shaksh Ramdan Ka Chand Nazar Atay Hi Kam Say Kam Aik Martaba Aur Ziada Say Ziada 3 Martaba Surah Fatah(Para 26) Parhay Ga Tu Insh'ALLAH Saal Bhar Aman Main Rahay Ga.

  1. Jis Waqt Ramadan Shareef Ka Chaand Daikha Jay Tu Surah Fatah Ko 3 Baar Parhnay Say Tamam Saal Rizq Main Farakhi Rehti Hai. (Janati Zevar, Page 596)
  2. Dushmano Per Fatah Panay K Liay Is Ko 21 Martaba Parhain, Agar Ramazan Ka Chaand Daikh Kar Is K Samnay Parha Jay Tu Insh'ALLAH Saal Bhar Aman Rahay Ga. (Janati Zevar, Page 596)...
  3. Jis Waqt Ramadan Shareef Ka Chaand Daikha Jay Tu Maghrib ki namaz k baad, Surah Qadar, 21 martaba pher len, sara saal rizq aap k pehcey asey bhagey ga jeysey pani nasheab ki tarf bhagta hai. (Source)
 

Back
Top