Ghazal Roshni ki dhar par rakhi kahani aur , Dukh

Asad Rehman

Asad Rehman

Super Star Pakistani
16
 
Messages
13,866
Reaction score
33,100
Points
1,451
A1746845-D4F7-452A-A09F-D98D5BCA1331.jpeg

Roshni ki dhaar per rkhi kahani or dukh…..
Ankh se behta huwa khamosh pani or dukh…..

Mere kmre me usi tarteeb se rkhe huwe….
Phool, khat, waade, dilase, ik jwani or dukh…..
...
Ek dooje se bichr kr umr bhar rote rhe…..
Rat, sehra, khushk patte, ek rani or dukh…..

Ab mere lafzon me wo pehle si kefiyyat nhi
Daal ab jholi me, teri mehrbani! Or dukh

Rat sehra me kisi ne bansuri ki hook pr…..
Rakh di phir rothi hui alharr jawani, aur dukh……
 

Back
Top