یہ کیسی محبت ہے ۔۔۔

D

dasht-e-tanhae

New Member
9
 
Messages
2,705
Reaction score
2,177
Points
451

عجــــــــــــــــــــــــــــــــــــــــــیب بات
100 Rs
ہمیں اتنی بڑي رقم لگتی ہے جب ہم مسجد ساتھ لے کر جاتے ہیں
صدقہ دینے کے لیے

lala-khan.blogspot.com.jpg

مگر

بڑی معمولی رقم لگتی ہے جب ہم بازار لے کر جاتے ہیں


عجیب
کسی وزیر یا بادشاہ کے دربار میں حاضری کو خوش نصیبی اور اعزاز تصور کرتے ہیں
ان کے دربار میں ہمارےادب و احترام کی کوئی مثال نہیں ملتی

lala-khan.blogspot.com.jpg


مگر
اللہ کے سامنے حاضری ہی بھاری لگتی ہے
اور پھر اللہ کے دربار میں جمائی ، سستی، اور کاہلی کی کوئی مثال نہیں ملتی
lala-khan.blogspot.com.jpg

عجیب
دو گھنٹے
ہمیں بہت طویل لگتے ہیں مسجد میں

lala-khan.blogspot.com.jpg


مگر

یھی دو گھنٹے بہت قصیر لگتے ہیں سینما میں

lala-khan.blogspot.com.jpg


عــــــــــــــــــــــــــــــــجیب
ایک گھنٹہ
ہمیں بہت طویل لگتا ہے اللہ کی عبادت میں

مگر



یہی ایک گھنٹہ بہت معولی لگتا ہے انٹرنٹ پر یا ٹی وی کے آگے


عــــــــــــــــــــــــــــجیب
ہمیں قرآن کے دو صفحے پڑھنا بے حد مشکل لگتا ہے
مگر
اس کے برعکس


ناولز کی کتابیں پڑھنا بے حد آسان۔۔۔۔


عــــــــــــــــــــــــجیب
ہم میڈیا و اخبارات کی باتوں پر تصدیق کرنے میں دیر نہیں کرتے
مگر



قرآن جو کہتا ہے اس پر شک و شبہات میں پڑے ہیں


آپ کے نبی صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا
"جنت ناگوار چیزوں سے گھیری گئی ہے اور جھنم خوشگوار چیزوں سے گھیری گئی ہے "
(جو انسانی نفس کو خوشگوار لگتی ہے)
رواہ مسلم
اور آپ نبی صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا
"دنیا کی مٹھاس آخرت کی کڑواہٹ ہے اور دنیا کی کڑواہٹ آخرت کی مٹھاس ہے"
رواہ احمد و الحاکم

فَأَمَّا مَن طَغَى
تو جس [شخص] نے سر کشی کی ہوگی
وَآثَرَ الْحَيَاةَ الدُّنْيَا
اور دنيوی زندگی کو ترجيح دی ہوگی
فَإِنَّ الْجَحِيمَ هِيَ الْمَأْوَى
تو اس کا ٹھکانا جھنم ہی ہے

وَأَمَّا مَنْ خَافَ مَقَامَ رَبِّهِ وَنَهَى النَّفْسَ عَنِ الْهَوَى
ہاں جو شخص اپنے رب کے سامنے کہرے ہونے
سے ڈرتا رہا ہو گا اور اپنے نفس کو نفسی خواہش سے روکتا رہا ہوگا

فَإِنَّ الْجَنَّةَ هِيَ الْمَأْوَى
تو اس کا ٹھکانا جنت ہی ہے

وَلَا تَتَّبِعِ الْهَوَى فَيُضِلَّكَ عَن سَبِيلِ اللَّهِ
اور اپنے نفسانی خواہش کی پیروی نہ کرو ورنہ
وہ تمہیں اللہ کی راہ سے بھٹکا دے گی


آج عمل کا دن ہے حساب کا نہیں
کل حساب کا دن ہوگا عمل کا نہیں

lala-khan.blogspot.com.jpg

سنا تھا ہم نے لوگوں سے ۔۔۔۔۔
محبت چیز ایسی ہے ۔۔۔
چھپاۓ چھپ نہیں سکتی ۔۔۔
یہ آنکھوں میں چمکتی ہے ۔۔
۔ یہ چہروں پر دمکتی ہے ۔۔۔
دلوں تک کو رلاتی ہے ۔۔۔۔

مگر

اگر یہ سب سچ ہے ۔۔۔
تو پھر ہمیں اپنے رب

سے بھلا کیسی محبت ہے
نہ آنکھوں سے جھلکتی ہے
نا چہروں پر دمکتی ہے ۔۔
نا لہجوں میں سلگتی ہے
نا دلوں کو آزماتی ہے
نا راتوں کو رلاتی ہے

یہ کیسی محبت ہے ۔۔۔

??????

بھلا کیسی محبت ہے
 
So true DT...ALLAH SWT ne humein is liye bnaya k dekhein k hum amal kaisey kertey hain, is liye nahi bnaya k hum yahan mazey orayein, balkey is liye k ab hum ALLAH ka shukar ada kerty hain aur akhirat ki tyari kerty hain ya isi fani duniya p farifta ho k beth jatey hain.

Aik HADEES E PAK ka mafhoom hai k duniya ki misaal aesi hai k jaisey barish ho aur os k baad khoob kheeti ho jai khoob sarsabz bagh hon, 2 janwar hain...aik janwar khaney lgta hai aur kha kha kha k itna khata hai k bad-hazmi ho jati hai aur bimaar ho jata hai...jab k dosra janwar sochta hai agarcha sabza to bohat hai magar wo ba-qadr e zarurat khata hai phir choghali kerta hai phir khata hai phir choghali kerta hai.... to farmaya k pehla bimaar ho gya aur dosra sehat-mand raha..
Humari aur duniya ki masaal bhi aesi hi hai, hum me s kuch log duniya k peechey bhag rahey hain aur humarey dil ki tamana rokti nahi kahein...dil bharta nahi...jitna mil raha aur leney ki tamana...aur paney ki tamana...aj kal humarey gharon me sab k sab nokriyan kerty, sab kamaty lekin phir bhi kharchey porey nahi...aesi havas dil me aa gai k kaheen Qanaat nahi hai...insan k pait ko faqt Qabr ki mitti bhar sakti hai...jis bandey ko dekho wo apni jannat basaney mein laga hoa hai...janat bananey mein laga hoa hai, bivi aesi ho gari aesi ho izat aesi ho...maal sameit k apni arzon ko pora kerny mein laga hoa hai...AJ K DOOR KI SAB S BARI BIMAARI DUNIYA TALBI HAI...

ALLAH ne 2 farishty azmaish k toor p bhejey thy or on ko jadu ka ilm diya tha, to wo jadu le k aye k os jadu k zariye s khavind aur bivi k darmiyan judai dalty thy, to on k jadu ne khavind aur bivi k darmiyan judai dali lekin jab ye DUNIYA KA JADU CHAL JATA HAI TO YE BANDEY AUR OS K RAB K DARMIYAN JUDAI DAL DETI HAI...

Think about it...ye duniya ki zindagi jo k sirf 50-60 saal aur akhirat ka aik din jo k almost 50,000 saal k braber hoga... agar akhirat ki zindagi ko samundar k braber samjhein to duniya ki zindagi jo k samundar k aik qatrey k braber b nahi...phir hum kya kho rahey hain aur kis cheez k liye kho rahey hain...KIS ZAAT ko naraz ker rahey hain aur kyun ker rahey hain...OS RAB ko bholaye bethey hain JIS ne humein sab diya, sab ...jab hum bol b nahi sakty thy tab humary waldeen ko humari fikar di takey wo humari parvarish ker sakein aur ab jab kuch kerny k qabil ho gae to APNEY HI RAB ki nafarmani kerny lagey...

ALLAH hum sab ko hidayat dein, humarey gunnahon ko maaf farmain aur apney muqarabeen mein shamil farmain...ameen..

dua ki darkhwast..
 

AIK MINUT MAY AP KYA KYA KARSAKTAY HAN??

Tamam tareefen ALLAH TALA k liye jo tmam jahano ka MALIK hy!
Ab main kuch aisay kaam likh raha hon jo ap bohat easily AIK MINUT may kar saktay hn...

ap aik minut may SURAT FATIHA 3baar tilawat kar saktay hn,aur es surat k ajr-o-sawab se ap sub behan bhai aagah hn!

Ap SURAT EKHLAAS ko 20baar tilawat kar saktay hn.SURAT EKHALS ka aik baar tilawat karna aik QURANN PAK parnay k barabar hy.

Ap AIK Minut may QURAN PAK ka aik safha tilawat kar saktay hn.

Ap aik minut may 100baar SUBHAN ALLAH WABI HUMDEHI kah saktay hn,jo koe din may 100baar ye kalimaat parhta hy oskay saray gunah maaf kar diye jatay hn chahay samander ki jhaag k barabar he kyn na hon.

Ap kisi bohat achi kitaab k 2pages parh saktay hn.

Ap kisi k sath koe bhalae ka kaam kar saktay hn.

Ap ki pareshan insaan ki himmat barah saktay hn.

Ap road se koe aisi cheez hata saktay hn jo guzarnay walon k liye takleef ki waja ban rahi ho.

JEE tu you guys yahan jitnay bhi kaam bataey gay hn kya un kamon may koe bhi kaam aisa hy k jis k ziyada time lagay ? nhe na!Tu plz apni daily life may in kaamon ko shamil karen aur ALLAH TALA ki zayada se zayada mohabbat hasil karen.Shukriya
 
Back
Top