shukriya darustgi ka...aur main to kaafi months say aapkay forum ki member hon aur kabhi kabhar visit bhi kar leti hon ...agarcha baqaidgi say nahiaati
asal main mera aaik afsana PakeezaMay 2015 main include tha aur us main bhi mera naam aapaky forum pay tanzeela zuhra likha tha ghaliban magar main yeh batana chah rahi hon kay mera asal naam tanzeelazahra hai ... zuhra/zahida waghera nahi