Ghazal Takalum-e-Naina Ki Shikayat Karti Hay Zuban Meri

Taweez zara na bana je... asar ho jaye ga... or giloon kay taweez ka asar tou ruh ko ja kay hota hay... bach kay...

Jiss Qadar Us Ko Zamanay Ne Mitana Chaha .....!!!
Ashiqi Aur Barhi, Aur Barhi, Aur Barhi

:giggle: :(

Up until now
I had so much to say
but it's everything I've said
That's gotten in my way

... I won't talk about u
Anymore to anyone
The time for that has passed
It's just over with & done

Supposed-to-be forgotten words
are still dancing in my head
& I'm just trying to "not remember"
A single thing you've said

I wanna forget all about u
Who you are and what your name is
Cause it's causing so much pain
& I honestly can't take this ...... :'( :'(

;)
 
hmmm...zara main apni souch wali tashreeh karun... hehehehe....
uper aik urdu ka shair, neechay english main nazm ... dunon aik dusray kay mutazad... aik main muhabat barh hi barh rahi hay dusray main uktaaa gai hay.... par aik khas baat hay..... jahan barh rahi hay wahan zamana mitanay ki koshish main laga tha tou us say mit na paye balkay oor barhi... magar jahan uktaa gai wahan ussi na he eraser hath main pakra huwa hay jiss say be-pana ishq huwa hay... ab bechari muhabbat khud mehbub kay hathon lahu luhan ho rahi hay sou uktaa he gai hay... theek kee tashreeh... :D

tashreeh chor kay, baky sharing donon wonder fulll...

Na Bazm Apni, Na Saqi Apna,Na Shesha Apna Na jam Apna,
Agr Yahi Hai Nizam-e-Hasti to GHALIB, Zindgi ko Salam Apna
 
ha ha.......yeh siso n apkey rply se mut'zaad sa ...soch ho raha tha.........tabhi ;)

sh'er lajawaab hai...yeh parhyae ga zaror............

"Agar tum dosri cheezo ko sahi dekhna chaty ho. tu phelay apni ankh ko darust karo ta kay tum ankh say pra'aye ki cheezooun ko achiii tarha dekh sako.
ankh say na dekho, ankh main say dekho
Agar tum dosray alfaz sahi andaz main bolna chahty ho
tu phelay apny hont aur zuban ki goyaai darust karo
ta kay un ki toufiq say bahir k tammam alfaz ka talaffaz kr sako.tum hont aur zuban k zareyeh nahi balkay un main say bolo."
(Mekhail Naime)

khush rahyie buht/ameen
 
hmmmm..."Main saiy" wali baat bohat gehri hay... "aankh main say"..."hont/zaban main say"...bohat aala...

Ashfaq ahmed marhoom nain aik jaga likha kay aik daada potay kay saath sheeshoon wali khirkay say bahir baarish kay baad ka manzar dekh raha tha... potay ko bola "woh dekhoo kia hi piyara manzar hay..wah wah".... pota bola "Eyeehhhhhh, gand hay dada ji"... daada bola ... "Hain..kia kehtay ho miyan, kitni khubsurti hay"... phir baad main pata chala, daada mian sheeshay kay paar bheegay drakhoon pay suraj ki kirnon say chamkti pani ki bondain dekh rahay thay, oor pootay ki nazar tou khirki kay sheeshay say paar hi naheen gai, seeshay pay aik mari hui makhi tak hi gai thi... ab jo jahan tak , jes zouq kay sath dektha hay, wesa hi dekh pata hay...

Khush rahian, or baqoul Ashfaq marhoom kay, asaanian baantnain ki ALLAH toufeek farmaye...Amin..
 
Back
Top