H@di
Well-Known Pakistani
4
- Messages
- 279
- Reaction score
- 552
- Points
- 156
@M Shah hahaha.. aji Nacheez me itna dum kahan ke aap jaisey aali martabat shaksiyat ke shayan e shaan tawazuh kar saken.. hum to apne matti matti jisam ki uddi uddi rangat wali bikhri bikhri tawanaiyaan sarf kar ke raakh raakh alfaaz hi chun sakty hen jo aap ki khidmat e at'har me baryaabi ki harf harf istedaa liye hue hen.. Yaqeen maniye aap ki uraai dhool ke liye bhi him apna taar taar daman phailaey sar-e-rah muntazir rehty hen ke shayad naseeb ke mathy par lagi na-rasaai ki chamak kuch mand par saky..
Aap kijiye na jo sulook aap ka dil karey.. hum to bas.... apna hissa daal rahy hen
hamara to weekend b kal hona he so..
Aap kijiye na jo sulook aap ka dil karey.. hum to bas.... apna hissa daal rahy hen
hamara to weekend b kal hona he so..