Ashaar Tery hath se mere hath tak, wo jo hath bhar ka tha fasla

Faslay soochoon, aur ghalat fehmiyoon main hotay hain. Hatoon main haath, nahin, dill milay huay honay chahi hain. Phir faslay faslay nahin rehtay aur qurbatain milap ki bhi mohtaj nahin rehteen.

Bohat Umda share hai. Roodad zindagi sirf do linoo main, WAH!
 
Back
Top