Ghazal Ujar Ujar Ke Sanwarti Hai Tere Hijr Ki Sham

Urdu ghazal Ujar Ujar Ke Sanwarti Hai Tere Hijr Ki Sham by Mohsin Naqvi
Asad Rehman

Asad Rehman

Super Star Pakistani
16
 
Messages
13,866
Reaction score
33,100
Points
1,451

Ujar ujar k sanwarti he tere hijar ki sham.
Na pooch kese ghuzrti he tere hijar ki sham.

Ye barg barg udasi bikhar rahi he mere.
K shakh shakh utarti he tere hijar ki sham.

Ujaar ghar min koi chaand kab utarta he.
Sawal mujh se ye karti he tere hijar ki sham.

Mere safar min aik aisa bhi mor ata he.
Jab apne ap se darti he tere hijar ki sham.

Bht aziz hen dil ko ye zakham zakham ruten.
Unhi ruton min nikharti he tere hijar ki sham.

Ye mera dil, ye sara sar nighar khana-e-gham.
Sada isi min utarti he tere hijar ki sham.

Jahan jahan bhi milen teri qurbaton k nishan.
Wahan wahan se ubharti he tere hijar ki sham.

Ye hadsa tujhe shayad udas kar de ga.
K mere sath hi marti he tere hijar ki sham​
 
Ujaar ghar min koi chaand kab utarta he.
ghr koi b ho chand tu hr angan me utarta h... :)
alaa intikhab...!!
 
very nice sharing.
 
اجڑ اجڑ کے سنورتی ہے تیرے ہجر کی شام
نہ پوچھ کیسے گزرتی ہے تیرے ہجر کی شام

یہ برگ برگ اداسی بکھر رہی ہے مری
کہ شاخ شاخ اترتی ہے تیرے ہجر کی شام

اجاڑ گھر میں کوئی چاند کب اترتا ہے
سوال مجھ سے یہ کرتی ہے تیرے ہجر کی شام

مرے سفر میں اک ایسا بھی موڑ آتا ہے
جب اپنے آپ سے ڈرتی ہے تیرے ہجر کی شام

بہت عزیز ہیں دل کو یہ زخم زخم رتیں
انہی رتوں میں نکھرتی ہے تیرے ہجر کی شام

یہ میرا دل یہ سراسر نگارخانۂ غم
سدا اسی میں اترتی ہے تیرے ہجر کی شام

جہاں جہاں بھی ملیں تیری قربتوں کے نشاں
وہاں وہاں سے ابھرتی ہے تیرے ہجر کی شام

یہ حادثہ تجھے شاید اداس کر دے گا
کہ میرے ساتھ ہی مرتی ہے تیرے ہجر کی شام

محسن نقوی
@Recently Active Users
 
Back
Top