Pashto Poetry Umar Me Bas Dagha Wo

"Tarjuma"
Zndgi bus itni thi,

K isi rung ma guzar gyi,

Aek khwahish ma aek armaan ma

Aek shoq ma aek intezar ma

Aek junoon ma aek talaash ma

Bus tumhari ta’aqub ma A janaa’N

Mere khyalon ma tm the mere khwbon ma tm the

Mere dil mere jigar mere ihsaas ma tum the

To iss lie teri talash ma, andhere ojale kr die

Ratjage kie, bus isi talash ma jaana,

kbhi hansi hun ma, kbhi royi hoon ma,

kbhi waswason k jhoole ma jhooli hun,

beshumar ansoo piee hain,

teri talash ma jaana, ma ne apni zindgi kho di,

Ankhen, nazar dil o jigar kho die, khoobsurat shaamen aur roshan subhen kho deen

Akhirish tujhe paa hee lia, thora sa muskuraye tum,

Aesa laga k tum b meri omid mere intezar ma the,

Lekin jb ma ne tumhari taraf dekha

Tumhari ankhon ne sawal kia,

k A husan ki malka,

abhi tak kahaan thi tum ?

abhi tak kahaan thi tum?

Phir thora sa heran hue, phir pareshan hue,

k ye terre merrre raste ye taveel raste,

kase paar kar lie kase paar kar lie???

Phir apna hath meri taraf phelaya aur kaha A janaa’N mere pas aao,

Thora araam karlo, chain ki saans lo aur beth jao,

Honto p muskurahat laao janaa, aur ansoo mat bahao,

Ma tumhe wafa dunga, dher saara piar doonga,

Surkh phool aur anginat sitaare b doonga,

Allah ghani baadshah ha,

Har kisi ka sun’ne wala ha,

Agar zndgee chahte ho to talaash ma lag jao,

Aur jeete g ye talaash jari rakho,

Allah bht azeem ha aur oska darbaar b bht azeem ha,

Wo de ga, wo de ga, wo de ga,

Socha meri piaas bujh gayee,

saare gham door ho gaye,

ab saari zindagee hansoongi,

kbhi nahee rowoongi,

Lekin

jab apni haalat p nazar daali,

To meri zndagee ki sham a agayee thi,

Masti k mekhaane ma mera jaam khali tha,

Meri ankhen be noor ho gayeen, mere hont be suroor hogaye,

Khushiaan fanaah ho gayeen,

Dil ki dunyaa lut gayee,

Aaaah kase tere paas aaaooongi??

Kase tera deedar karoongi??

kase tumhen mehsoos karungi??

Aur kase tumhen apnaaongeee??

A mere dil ki dunya

A mere dil ki dunya

A mere dil ki dunya…………………………….

Ye nazam aek larki ne likhi ha aur Pashto k azeem classical gulookaar Sardar Ali Takkar ne gayee hai…….
wah bht khoob....
 
great job bro
 
Thanks Bro
 
Thanks for the translation..
 
Back
Top