M Shah
New Member
Invalid Email
16
- Messages
- 14,851
- Reaction score
- 48,424
- Points
- 1,451
hmm meri talwaar meri khelaaf ..khudaara aisa zulm na kijiyai ..hum to saraab hotai hai aapki ghazlo se
hmm meri talwaar meri khelaaf ..khudaara aisa zulm na kijiyai ..hum to saraab hotai hai aapki ghazlo se
araaay bhai , esa kesay ho skta he , ap tu pehlay , sab saychlen...phr hum rehny dety hen..
hmmmm acha je , ziada seeraab ho jao gay tu ye na phool lagnay shoro ho jainhmm meri talwaar meri khelaaf ..khudaara aisa zulm na kijiyai ..hum to saraab hotai hai aapki ghazlo se
hahahmmmm acha je , ziada seeraab ho jao gay tu ye na phool lagnay shoro ho jain
waah waah mausam bat hoti kia kehnayhaha
but
~tum aaogai to phoolo kai barsat karengai
mosam kai fareshto se meri baat huwi hai
waah waah mausam bat hoti kia kehnay
umer jalwon mein basar ho ye zarori tu nahi
har shab-e-gham ki sahar ho zaroori tu nahi
chashm-e-saqi say pio ya lab-e-saghar say piyo
be khudi aathon pehar ho ye zaroori to nahi
nend tu dar k bistar pay aa sakti he
un ki aghosh mein sar ho ye zrori tu nahi
shaikh karta tu he masjid mein khuda ko sajday
us k sajdon mein asar ho ye zaroori tu nahi
my fav sher
sab ki nazron mein ho saqi ye zarori he magar
sab pay saqi ki nazar ho ye zaroori tu nahi