Akaash
New Member
7
- Messages
- 1,253
- Reaction score
- 1,254
- Points
- 301
Wo jazbon ki tijarat thi ye dil kuch aur smjha tha
Usay hansne ki adat thi ye dil kuch aur smjha tha
Mujhay uss ne kaha aao nai duniya basaty hain
Usay soojhi sharart thi ye dil kuch aur smjha tha
Hamesha uss ki ankhon main dhanak se rang hoty the
Uss ki aam halat thi ye dil kuch aur smjha tha.
wo mery pas betha dair tak ghazlain meri sunta tha
Use khud se mohabat thi ye dil kuch aur smjha tha.