World Hijab Day in Pakistan - 4th September 2012

HAPPY HIJAB DAY.....
9206d1276482262-hijab-pics-i-am-hijab.jpg





160400975_3151362_46328847.jpg


hijab_quote.jpg
 

Hijab is very well promoted in Islam but we forget that if we follow the divine injunction of lowering our gazes when we see a member of the opposite *ex, we can automatically reduce many evil thoughts. Islam solves our problems by rooting out the cause, that is, think about it, if we stop staring, we have the problem solved before it can become a problem.
 
Answer to heartDisk, its called BURQA. or Allah ne surah Ahzaab mein fermaaya, "k burqa ki wajha se aurat pehchan li jaaye k yeh muslim hay or staai (tung) na jaaye." Allah Taala kami beshi maaf karein yeh aayat ka mafhoom hay.. Allah ne burqa ko aurat ki zeenat qarar diay hay.
if we think hamaray maashrey (pakistan) mein saari buraaiyan hi aurat ke be-parda hone ki wajha se hein. or allah ki na-fermaani krne ke baad hum complain krte hein k larkon ko tameez nahi hay wo hamein cherte hein. "ulta chor kotwaal ko daante" wala hisaab hay. hijaab or burqa ek bohat hi mo-atber amal hay is ko apnaaney k liye Surah Ahzaab and Surah Al-Noor perhna zaroori hay.

i m very disappointed k bohat kam logon ne is thread mwin interest liya hay. Allah Taala hum sab ko hidaayat dein!!!!!!ameeen
 
i also want to know ke pic msgs and voice msgs kese post kiye jaaate hein???????????????? i m new and first time ever join a forum so pls seeking for help .................... thanks
 
Answer to heartDisk, its called BURQA. or Allah ne surah Ahzaab mein fermaaya, "k burqa ki wajha se aurat pehchan li jaaye k yeh muslim hay or staai (tung) na jaaye." Allah Taala kami beshi maaf karein yeh aayat ka mafhoom hay.. Allah ne burqa ko aurat ki zeenat qarar diay hay.
if we think hamaray maashrey (pakistan) mein saari buraaiyan hi aurat ke be-parda hone ki wajha se hein. or allah ki na-fermaani krne ke baad hum complain krte hein k larkon ko tameez nahi hay wo hamein cherte hein. "ulta chor kotwaal ko daante" wala hisaab hay. hijaab or burqa ek bohat hi mo-atber amal hay is ko apnaaney k liye Surah Ahzaab and Surah Al-Noor perhna zaroori hay.

i m very disappointed k bohat kam logon ne is thread mwin interest liya hay. Allah Taala hum sab ko hidaayat dein!!!!!!ameeen

u r right siddra. aurat agr ba parda nikly to na sirf khud buri nigahun se bachti hy,Allah ki nafarmani bhi ni hoti aur mardun ko bhi gunah se mehfooz rakhti hy. jab mard ko aurat ka koi nizara dekhny ko ni mily ga to wo dobara us ki tarf ni dekhy ga aur na hi koi gandi soch jo be parda aurat ko dekh k aa sakti hy wo aay gi es tarah mard b burai se mehfoz rahy ga. be parda aurat bap, bhai, shohar ko jahanum mein lejany ka sabab bany gi
 
pardon me.. kia ya hijab kay zumray main aata hay ??

in the end of this post it says "dont find a fault , find a remedy." sounds great in fact its very soothing.
now to the answer of """"""kia ya hijab kay zumray main aata hay ??"""""
as far as i know and read from Quran and hadeeth, hijab ka matlab zeenat ko chupaana hay na ke hijab ko istimaal krte hue zeenat ko zaahir krna.
aurat ka make up kiya hua chehra ek welcomeing gate ki terha hota hay aap kis kis ko roko ge???!!! unless k us gate ko band kiya jaae!!!!!!!!!!!!!!!
or i think aisa hijab to ulta daawat-e-nazara de raha hay. ager koi aise nahi dekhe ga :smile: :smile: :smile: to aise to zaroor dekhe ga :sneaky: :sneaky: :sneaky:
 
Back
Top