Your Answer

Noor Jahan

Noor Jahan

Well-Known Pakistani
4
 
Messages
110
Reaction score
172
Points
116
Marhaba @M Shah

sorry mai kl kuch busy thi tou reply nahi kr pai

bat kuch youn hai k yeh baat aap k dil may khatak tii hai k jb aap Quran ki tilawat sun rahay hai tou aap salam na keray ya kerain 2 tarah k haqooq hain Haqqoqul eebad and haqooq Allah

jb hum chotay thay tou hamay maa baap b r mualam sahib b adab sikhaya krtay thay guftugu k adab msjid k adab khanay k adab m sure aap kou b sikhaiy gaiy hon gay...Quran k perhnay k adab b thay namaz k b adab thay jaha tk mujay maloom hai Quran theher kr perhna chahiya r khush ilhani say b ar sunay ka yeh tha k drmyan may baat na kero r khoob ghour say sunay aisa hii tha na?ar Quran 1 aam Kitab nahi yeh woh khaas kitab hai k jis ka 1 1 hurf Allah ka hai.kya is kitab ka yeh huq nahi k issay mukkamal tawajoo k sath suna ya perha jaiy?q q k is k 1 1 lafz may hazarooo matlb hain..ar yeh zubaan Arabii jiska naam hai tamam zubanoo may afzal hai yeh hamari zubaan nahi agr apki iski tilawat suntay hai means aapkou arbii ki smaj booj hai phir tou aapnay suna hi houga k ismay aqal waloo k liya nishaniyaa hai...dhonday phir yeh nishaniya k quran ki tilawat sunay r krnay k kya asloob hain..u will find it def.

jb aap 1 asii jagah pr hai jahan per logo ka ana jana hai tou phir yeh aap per hai k aap kounsay huq kou ada krna chahtay hain..m sure haqooqul eebaad..qk salam krnay say muhabbat bhartii hai r yeh hamaray Nabi SAW ka sb say pyaray namoono may say 1 hai..jis k matlb hai "aap per salamatii hou"yeh woh dua hai jis may sb kuch aa jata hai salamtii may sb ata hai jis ki 1 shahs kou zarorut hai..bht pyarii dua b..agar aap quran sunay k doran salam keray r next person aapsay koi sawal keray def u have 2 reply tou is waqt matilawy kafi hisay ki tilawaut hou chukki hou gi aap kafi sa hissa na sun pain gay ya agr aap k pass pause k facility b hai tou i dont think so k concentration wesi rahay gi..its my point of views urs can b differ from my view

aapnay yeh sawal pata hai q kiya qk aap is baat pr satisfied nahii thay isliya ur inner wasnot satisfied its up to u k aap kya choose keray gay..

 

jazakallah sister ..
ap ne saarai gerhai khol deyai ..bari achi tareeqai se samjhaaya mujhai ..
aur mai ab aapkai explanation se satisfied hochuka hun ,,
thanks alot my sister
stay blessed ..
!!
Karam hai us zaat ka yeh meray alfaz nahi thay beshaq yeh sub usi ka karam hai mai kiya meri basaat kya? bs gunaah gaar say bnday hai Allah maaf keray apnay fazal say bus.
baat yeh hai k jesay tanhai may mehfil jam nahi skti r mehfil may tanhai bus nahii skti
blkl wesay hi namaz b tanhai may perhi jaiy tou who zyada behter hoti hai us namaz k jou aap mehfil may perhay aapki tawajoo barqarar nahi reh sakti jesay k tanhai may hoti hai kya aisa hai na?
her kaam adaq r qareenay say krnay ki koshish hi kr sktay hai na hum insaan hai frishtay tou nahi na
jb aap tilawut sun rahay hou tb reponsiblity barh jati hai qk tilawaut krtay waqt tou hum dobara say perh sktay jou samaj na aiy lakin sntay waqt zara zyada concentration ki zaroorut hoti hai
 
Back
Top