Ghazal Zindagi Younh Thi Ke Jeenay Ka Bahana Tou Tha By Ahmad Faraz

Asad Rehman

Asad Rehman

Super Star Pakistani
16
 
Messages
13,866
Reaction score
33,100
Points
1,451
Ahmad Faraz

zindgy younh the k jenay ka bahana tu tha
hum faqat zeb-e-hikayat thay fasana tu tha

jis jis ko bhi chaha teray hijran mein wo log
atay jatay hoay mausam thay zamana tu thaa

ab k kuch dil he na mana k palat kar atay
warna hum darbadron ka thikana tu thaa

yaar aghiyar k hathon mein kamanein the Faraz
aur sab dekh rahay thay k nishana tu thaa

u know Ahmad faraz is my favvvvvvvvv
 
Back
Top